Do Currencies Ka Muqabla.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Do Currencies Ka Muqabla.
    Forex business me two currencies ka competition hi hota hay jes ko ham trading kehty hey, es competition currencies ko pair ka name be dia ja sakta hay, ham kesi 1 currency ko buy karty hey jes me base currency ko buy kia jata hay aur quote currency ko sell kia jata hay, agar ham sell order be place karty hey to es ka matlab ye hota hay key ham ne quote currency ko buy kar leya hay.
    Last edited by ; 17-11-2018, 03:13 PM. وجہ: The title is edited from English into Urdu
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jnb aap nain bht achi thread create ki hai waqia aisa hi hota hai him aik currency ko buy kartay hain to is main aik basic currency hoti hai jub k doosri quote curruncy hoti hai is main donon ka competition hota hai aur compare kiya jata hai donon ko is k mutabiq trade lagani chaye..
    • #3 Collapse

      Dear aap nain bilkul sahi kha hai it is a compitition between two curruncy basic curruncy and quote curruncy agar pehli doosray k muqablay main strong ho rahi to buy ni to sell ka order lagaya jata hai is liye donon ka analysis zaroori hai
      • #4 Collapse

        App ny theek kaha hy humeray pas her pair maen do currencies ka combination hota hy aik maen jab hum buy kertay haen to buy hoti hy our sell k time dosare currency ko sell ker rahy hoty base our quote do currencies say mil k aik pair bana hota hy jesa k eurusd usdjpy hae
        • #5 Collapse

          g bhai jaan forex trading mai 2 currencies per trading ki jati hai is mai ap per depend karta hai waise tw market ko analysis kar k he hum trading mai signals ki base per trading kar sakte hai us say hum aik acha profit earn kar lete hai issi waja say mai khud b ab is per learn kar raha hu or jitna ho sake bhai ap b is kaam mai pehle apni learning kare then trading start kare
          • #6 Collapse

            Bhaijaan Forex trading main multiple strait strategy honi chahiye aap ki reading Mein Hame knowledge or experience se kaam Lena Hota Hai Forex trading mai aap ko Maloom hona chahiye character Hota Hai karne ke liye keepass market ka effect analysis Hona zaroori hai pound or Euro ek hi direction Mein move Karte Hain Jab pound strong hota hai to Euro be strong Hota Hai
            • #7 Collapse

              forex mai do currencies ka mukabla hota hain or in dono ke value aik jase hote hain jab hum trade kartye hain to hum apnye profit ko madye nazar rahktye howe kam kartye hain or buy ya sell kartye hain hum in mai sye aik currency ko use kartye hain forex aik asa business hain jis mai hum kam kar kye ache earning hasil kar saktye hain
              • #8 Collapse

                Trading may two currencies competition ko he to trading kahty hy kuen ky hamesha currencies ka apas may buy aur selling hoti hy agr hum ek currency ko sell akrty hy to dosra automatically buy hota hy aur yahan amael buy ky liye be hota hy to os say hamay dono currencies ky market ko dekhna hoga.
                • #9 Collapse

                  Re: Do Currencies Ka Muqabla.

                  forex mai hum currency py trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai bohat sy mumalik mai unique or famous business ban cuka hain is mai hamar koi boss nahi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: Do Currencies Ka Muqabla.

                    forex mai hum agar hamara kam karny ka knowledge or experience bohat acha hain to hamy currency py trading karne chahey is mai kam karny sy hamy bonus be milta hain forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar sakty hain yai east wast mai phal raha haian
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Do Currencies Ka Muqabla.

                      forex may hum jo kam karty hain yani jo trading karty hain wo 2 tarha ke hoti jis kay darmiayn may hum trading katy hain hum is may dono may say ak par trading karty hain hum in ko pair bhe kah sakty hain jab hum in par trading karty hain to is may hamy market kay roles ka pata hona chahey or is kay up down ko dakh kar he kam karna chahey or hamay is ke movement ke direction kay bary may bhi pata hona chahey pher he hum is may achay say kam kar kay acha bones hasil kar sakty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X