Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha business hai jis main ham agr mahnat kran tu kafi kuch earn kr sakta han laikin kabhe aisa bhe hota hai ka hamain lose ho jata hai aur hamain kafi upset kr deta hai ak do din tu hamara dil kam ka lya nea krta laikin bro hamain apna work ko continue rakhna chaya kiun ka lose ho ya profit ho dono business ka hisa han
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим