How can a new comer know about planing ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    Aik new comer jab tak forex ko learn nahi karey ga aur different traders key experience sey faida utha kar apni trading ko perfect nahi banaye ga woh achi planning kaisey kar sakta hy. Aik achi planning key leye learning buhat zarori hy aur aap ko forex ki strategies key barey main information honi chaheye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      new comer ko chahiye k woh apny bonus ko save rakhen aur jb un ka bonus 300$ ban jaye tb woh trading strat karen aur small lot size sy small profit ko prefer kar k apny account balance ko managr kar k rakhen aur proper planning k sath trading karen..
      • #228 Collapse

        dear planning har trader k liye zarorii hy jab ap es business ko seekh aur smjh k start karo gy tua p ko fadia b acha ho skta hy aur ap sath saht acha earn b kar skt eho sooa p ko aage chal kar mazeed learning karni ho gii...
        • #229 Collapse

          humain planing kar kay achy say ana ho ga ta kay humain practice say market main ana ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakti hay humain hard work kar kay ana ho ga
          • #230 Collapse

            New trader ko forex market main trade open kerny sy pehly forex market main trading ka complete knowledge learn kerna chahiay then apny balance ky hisab sy planing kerni hai ky lot size kia ho stop loss kitni limit per lagana hai aur take profit ka target kitna ho aur aesy pair main jis main spread kam ho trade open ki jaey
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #231 Collapse

              hamain market main learning karni ho gi jahan say learn ho karni ho gi tab hi hum acha trade kar skay gay aur mind ko fresh karein gay tab hi hum achi planing karein gay ta k loss kam ho saky ga aur earn ho gi

              اب آن لائن

              Working...
              X