Jab profit hota hay tab learning k liye dil karta hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab profit hota hay tab learning k liye dil karta hay
    Dear jaisa k ap nay dekha ho ga kuch hasil hony par ap ko kushi hoti hay aor tab zyada mehnat karny ko dil karta hay is traha forex mein jab profit ho raha hota tab forex market ko trader bahuk bareeki sy dekh rahy hoty hain aor learning bhe karty hain jab k loss hony py na to market ko dekhny ko dil karta hay na learning k liye dear aesa nai karna chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes brother ap ki bat theek hy ise liya tu is market mai profit ka hi jhanca dy ker logo ko laya jata hy or phr profit ki bajy loss ziyada kerty hy ik trader ko learning profit ky bad nahi balky pehly kerni chahiy tabhi pa ko proper profit milta rahy ga loss bi ise kam ka hisa hy us kyliy ahm koghabrana nahi chahiya bas mazeed aci entry dall ker trae lagy tu profit 2dbul ho jata hy.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali051 پيغام ديکھيے
      Dear jaisa k ap nay dekha ho ga kuch hasil hony par ap ko kushi hoti hay aor tab zyada mehnat karny ko dil karta hay is traha forex mein jab profit ho raha hota tab forex market ko trader bahuk bareeki sy dekh rahy hoty hain aor learning bhe karty hain jab k loss hony py na to market ko dekhny ko dil karta hay na learning k liye dear aesa nai karna chahiye
      Salaam Alaikum Ji Bhai Jaan aapne bilkul theek Kaha Jab Hum Hai earning Nazar Aati Hai To Hamara Dil Karta Hai Kyunki Hame proposed paise Milte Hain aur jab Kahin Se paise Milte Nazar Aate Hain To Mohabbat Hum Jyada accha kaam karne ki koshish Karte Hain
      • #4 Collapse

        G HAN SIR AP NE DEKHA HO GA KE KUCH LOG JAB kuch paa layte hai tab wo maghroor ho jate hain aur wo phr ise nai dakhte aur apne ap ko ache treder samajne lag jate hain aur is ke barax kuch logon ko jab profit hota hai to is main aur zyada bariki se enter ho jate hain aur buhat si mufeed malomat hasil karty hain.
        • #5 Collapse

          Bhai yeh to insaan ke nature hai jahan use profit nazar ajae uss taraf jata hai aur wo profit use mehnat ka hosla data gai jub ke nuqsaan main insaan ka dil toot jata hai aur wo hosla haar jata hai
          • #6 Collapse

            Ap ke post ka agr conclusion nikla Jay to ap k rhy hain Jb profit o rha hota a phir forex ko karny aur learn karny ka maza hata a, fitri tor pr to ye bat theak a Jb Ap earn kr rhy hoty hain phir Ap forx ko enjoy karty hain aur mazeed learn kr try karty hain lekan agr Ap loss b kary hain to ap ko dishurt ni hona chiey aur learning chor ni deni chiey blky phir to zaida learn Karna chiey aur ye decision kr lena chiey k m ne trading m success hasil karni a
            • #7 Collapse

              dear jab bhi ham ko profit hota hai tu ham ko boht ziada khushi hony ki wja sa asa hota hai hmra learn akrny ko dil karta hai kun k ham ko iss business earning mily ki waja say asa hota hai mger ap ko apny emotions par control karna chahiay kuyn k iss say app apni trade ko bhi galt laga sakty hain khsuhi mai aker iss leay iss mai har chez par dhyaahn rakhna parta hai.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali051 پيغام ديکھيے
                Dear jaisa k ap nay dekha ho ga kuch hasil hony par ap ko kushi hoti hay aor tab zyada mehnat karny ko dil karta hay is traha forex mein jab profit ho raha hota tab forex market ko trader bahuk bareeki sy dekh rahy hoty hain aor learning bhe karty hain jab k loss hony py na to market ko dekhny ko dil karta hay na learning k liye dear aesa nai karna chahiye
                Brother forex aik aisa bunisess hey jis mein kab profit hota hey tab kam karny ko jii karta hay magar jab loss ho jata hay tab koe achi trade bhe nai laga sakte forex market men
                • #9 Collapse

                  brother aesa nai karna chahie loss aor profit trading ka hissa hay agar loss sy stress len gy ap ko kabhe bhe ap achy trader nai ban sakte so loss ki waja sy preshan ni hona chahie loss hony py bhe same feeling honi chahiye trading mein jaisa k profit py hoti hain
                  • #10 Collapse

                    Bhai baat tu apki bhi teek hay kiun kay jab bhi humay profit huta hay humara dil mazeed trading ki taraf mahil huta hay jab kay iskay barr-akss jab humay loss huta hay tu hamara dil hi forex trading say oth jata hay aor hum forex trading say mayoos say hu jatay han laiken ager hum trade open karnay say pehlay iska knowledge hasil kar lay aor apni aik strategy bana layn aor sab say ahim baat kay hum nay demo per practice zaroor ki hu tu pher humay yaqeenan profit huga aor hum khob dil say kaam bhi karayn ghy aor achy trader bhi aik din ban jayn ghy.
                    • #11 Collapse

                      dear is se acha hai ap pehle learn karen sath hi sath demo pe kaam b karen taa k ap k real acount me jab ap trading karen wahan par jo loss hoga us se ap seekhen gai or apne real account me jab ap kaam karen gai to ap ko malooom hoga k yahan yahan is trah muj se ghaltyan huwi thi
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        jab hum forex mai trade kartye hain or hamye acha bonus hasil hota ahain to hum or be zada kam kartye hain or forex market mai ruining hasil kartye hain hum learning pye be zoor daytye hain or kam ache tareekye sye kartye hain jab profit milta hain to learning kye liye dil karte hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X