Use money mangment

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Use money mangment
    Brothers hum aksr mony mangment k Bary bat karty hain money mangment ko Ap money science k skty hain aur is k liey formula bara simple a k Ap Apny Captial ko dekh kr Apna lot size lgay aur is k sath SL aur TP lazmi lgay aur jb b trade open kary Pely achi tara se us ka Anylsis kary
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear jo trader yi kam nahi kerty hy mai ny aser un logo ky account wash hoty daikhy hy asal mai hm logo ki jo sab sy bari galti hy wo hm log choty account mai bari trade laga ker bara profit banany ky chaker mai hoty hy jis ki waja sy jb trade zara si loss mai chalti hytu phr hm log preshan ho jaty hy or loss loss keh kyor logo sy pochty hy ky ky wapis ay gi ky nahi mire trade.
    • #3 Collapse

      Yes of course Hame Forex trading main Hamesha se money management ko follow karna chahiye aur aap ko pata hona chahiye ke forex market Mein successful traders Wohi hai jo Hamesha se money management ko follow karthe aa rahe hain Hame chahiye Kya Hamesha se apne instaforex bonus account for money management ko follow Kare Kare Ki Hamara instaforex bonus account wash na ho..
      • #4 Collapse

        g sir money managment se forex main means hai ke ap ke pas capital kitna hai is main ap ko ye manage karne parta hai ke ap ke pass capital ke lihazz se apni lots kis hisab se lagani hai aur is main take profit auy stop loss kahan lagana hai aur trade open karne se pahle apne analysis ko dhayan main rakhen.
        • #5 Collapse

          yes dear har traders ko money management ko lazmi use karna chahiey me ap ki baat ko agay barhatay huey yeh kahoo ga traders ko chahiey kay wo apnay capital ka 2% se zada singal trade par risk na lay is se ap aik over load trading nehi karay gay or ap ko zada loss ki tention b nehi rehti ha or ap phr next trade kay liey b relax rehtay hain dear money management ko use karay gay to ap ka earn kia howa profit zaya nehi hota ha big lots ki waja se is liey apni trading me consistent rakhainy discipline kay sath
          • #6 Collapse

            jnb ap ny buht achi baat ki hy money management e main point hy js py hmari trade ki kamyabi k sath sath hmary account kabonus b save rehta hy . Ye actually 1 fun hy js ny ye smj lia uski traring kamyab ho gai. Money management k through hm apni lot size select krty hn. Take profit aur stop loss ka b use krty hn. Achi aur kamyab trading k lye achi planing aur money management buht zruri hy.
            ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
            • #7 Collapse

              dear friends money management ka mtlab hota hay loss k risk ko kam say kam rakha jaay aur agar loss aa bhi jaay to kam aay aur easily recover keya ja sakay...aur money management ka easy way yahi hay kah lot size ko kam say kam rakha jaay aur stop loss aur take profit ko lazmi use keya jaay.
              • #8 Collapse

                forex ko join karne sye phalye ap ko plan karna hota hain kye ap ko kitne amount invest karne hain or kon sye analysis use karnye is plan mai ap ko apne money management be karne hote hain forex mai kamyabe hasial karnye kye liye yai bohat ahmeyat ke hamel hain
                • #9 Collapse

                  Re: Use money mangment

                  forex mai hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty hain or market k yup down ko dahkty howe analysis kouse karty howe money management kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain yai aik international or legal business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Use money mangment

                    Money management ka bhut he aham role hai jab bee hum forex mien kam kerty hien to hamain as mien money menagement kerna hota hai or hamain as mien utni he trade lagain hoti hien jetna hamara balance hota hai jab hum as mien over trading kerty hien to hamain as miren bhut zayada masla ho sakta hai or hamara account bee wash ho sakta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Use money mangment

                      Aap Sab Ne bahut hi acchi baat ki hai qk Aise bahut bahut hi kam log Hote Hain Jo knowledge Ek Doosre ko share Karte Hain aur Main abhi business main new Hoon to AAP Sab Ka thanks Mujhe batane ke liye next time job maybe trading karungi to jaise ki aap ne bataya Hai Mein paise hai apne business Mein kaam karne ki koshish karungi
                      • #12 Collapse

                        Re: Use money mangment

                        forex mai hamy ache money management kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy forex aik international business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga or is market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Use money mangment

                          Money management buhat zarori hai is ka Matlab ye hota hai ke AP ne apni equity loan control karna hai yani AP ne koi trade lagai to minus mein jab wo Jaye hi to AP ke pas kitna balance bachta hai agar AP ke pas kam balance hai aur AP ne heavy volume laga liya hai to market Thora sa bhi AP ke against move ki to AP ka account wash ho Jaye ga is liye capital ke mutabik volume lagayen

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X