Forex is important for a country.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    i think forex trading is important for a country because we trade in foriegn currency that is very valuable for a country and its development and progress.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      yes forex important is very important for us kyun k is jasia business aur kahin nahi hai aur main msjhta hun k hamare liye best hai
      • #213 Collapse

        assalam o alikum ji forex hamare country ke liye boht important hai jin logon ke paas job nahi hai or un ke paas trading ki knowledge hai wo is ko join kar sakte hain .
        • #214 Collapse

          yes forex is also important for every country q k jab log apna roazgar kama sakin gy to wo apnay mulk k lia aur bhi achi tarh kam krain gy
          • #215 Collapse

            forex trading her os shiksh kay laye important hay jo job ki talash main hay lekin agr high level per dekha jaye to is waqt forex trading aisa business hay jis main huge and unlimited earning kar kay ap apny country ki economic kos trong bana sakty hain
            • #216 Collapse

              G han forex har country k liye bht zyada important ha kyun k ye har country me bht zyada popular business ha kyun k is ko har country bht taizi se join kar rahi haa or bht se logon ko is business k zareye apni job ki kami bhi mehsos nahi hoti haa...
              • #217 Collapse

                • #218 Collapse

                  From the prosperous investor we are able to have more foreign exchange that's required for the international company. Therefore we should educated the youthful in order to Forex currency trading. Therefore Foreign exchange ought to be a topic within our training.
                  • #219 Collapse

                    friend mai ap kai es post kai sath agree karta hoo kai forex trading hamary country kai liye bhi important hai aor mai samjhta hoo kai forex trading say hamary currency bhi good ho sakti hai
                    • #220 Collapse

                      forex ko ap zarori to nahe kah saktay ha har country ka lia.ha ya kaha ja sakta hay k ya busness karnay valo ka lia sub sa bast hay.to on ka lia is ko zarori ka nam dia ja sakta hay.par ya country ka lia zarori khna galat ho jata hay g
                      • #221 Collapse

                        aaj kal bay roz gari buhay=t ziad ahogai hay or har band aksis na kisi job ki talash main hay , or forex bhi aik online job hay jis say mulk main bay roz gari kam hoti hay olakin is main loss bhi hota hay jsi say or masaail bhi janam lay sktay hain
                        • #222 Collapse

                          Dear Bro, ji bhai jaan baat ye hay kay forex trading bphat important hay country kay leay kun kay country kay log business kar kay earning kartay hain.
                          • #223 Collapse

                            ap ki buhat hi achi suggestion hai or aisa hi hona chahye kai hamai forex trading ko bhi ek subject ki ehmiat deni chahye jis tarha ap dosray businesses ki study kartay hai wesay hi is ki bhi zarorat ha
                            • #224 Collapse

                              helo guys ji ha forex is importent for our country we should have institute to develop skills young generetion reduce unemployment in the country to control our economey ,ang forex should be the part of our subject then everybody gat the proper knowledge about it,
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                salam ji ha forex importent ha country k lea is maa koi b kam kar k earning kar sakta ha or h forex ko b hammy aik subject ki ahmeit dani chahiey jis tare say hamm apni study ko daty ha ,or jab logo ko iska ilam ho jata ha too wo isko join kar k apny lea earning kar k apni life ko successful banaty ha thanks,
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X