Forex is important for a country.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    kisi b mulk k halaat us ki economical halaat pay depend karta hai is lye hume apnay kam ko samjh kar karna chahye hota hai jiss say hum apna kam karty hain aur is me humara he fiada hota hai is kam ko karnay me.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      jee han forex bahut improtaint role ada kerta hai country ke liye kyun ke hum yahan currency or gold mian trade kerte hain jis se hamri economy mian izafa hota hai unemployment kam hote hain or gorvment ko text ke maad main acha profit milta hai
      • #18 Collapse

        g haan mere kheyal me to forex bohat important hai kis bhi country ke liye kyun ke is pe bohat sare log kam karte hain aur bohat sare logon ko rozgaar milta hai.
        • #19 Collapse

          G mere bhai ap ney bhot hi achi bat kahi hai mere bhai forex trading business hamaray mulk k liye best hai or ye har country k liye best hota hai is k zariye hum country se ziada tar gareebi ko khatm kar sakty hain.
          • #20 Collapse

            yes forex is important for our country ku ka jab forex is the online buissness of world buht sa log is par kam karta hain buht si urtaien is par kam karti hain jo bahier job ni kar sahkti isi tarha jo student study sa farig hota hain wo b is par work kar ka earning karta hain isi trah ya forex trading is essential for our country
             
            • #21 Collapse

              In the course of foreign currency trading we specialize in youth strengthen our economy, reduce unemployment should be to develop the Institute's best for our country that agree with you
              • #22 Collapse

                yes forex trading bohat he important hai hr country me forex trading honey chhaye agar ap forex trading me acha earn krna chatey hai to forex trading ko hr tarf krna chahye aur ap achey earning hasal kr saktey hai..
                • #23 Collapse

                  mjhy ni lgta ky ab is ki zrort hy ku ky sari awam ko to pta hi ni hy ky Forex bhi kuch hota hy is liay ye business meri nazr me to kbi bhi itny bary level pe ja hi ni skta hy.
                  • #24 Collapse

                    yes bro forex important hai country kai lia kyun kai yeah apna role play kar rhi hai emploment chances create karnai mein,logon ko platform dia jaraha hai kai wooh apni effort sai maximum profit gain karen.
                    • #25 Collapse

                      mere bhi forex kise b country k liye bhot zarori ha ap ko chaye k ap forex ko join karn pakistan ma to forex ki koi valiue ni ha laken doseri countries ma is ki bhot valiue ha ap is sy proper kaam kr k earn b krte ho apko forex k knowledge ma b izafa hota ha
                      • #26 Collapse

                        forex mulki tarakki k liye bht zaroori hota hai q k is se mulk me berozgaari me kami hogi or log ziada se ziada rozgaar haasil karengy. har mulk ki tarakki ka daromadar logo pr hota hai, forex se awam tarakki karegi or awam se country
                        • #27 Collapse

                          assalam o alikum bhai bat ye hai kay forex trading both important hai country ka lie q kay countery ka log businees kar kay earning karty hai is say unemployment kam hoti hai or gvt ko tax dayty hai is liye forex tading country ka lie best hai.
                           
                          • #28 Collapse

                            yes bro aap kaafi achi baat kahi hy ke forex me aap agar acha profit hasil karty hyn to yeh bpphat hi achi baat hu kun k isse aapko bhi faida hota hy aur isky zariye sosre
                            • #29 Collapse

                              ji han forex trading aik country ki economy ko strong krny myn bhot madad gar sabit ho sakti hay yani agar har koi forex say trading krna start kar lay to har job less to kia aik acha rozgaar wala bhi achi kamai krny lagy ga to is tarha us country myn log strong hony lagyn gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                yahan sy apny experience aur knowledge ki base py achi earning kar sakty hain agar humari new generation school time sy he Forex ko learn karen gy to unhy kafi acha experience hasil ho jaey ga.forex trading bphat important hay country kay leay kun kay country kay log business kar kay earning kartay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X