Lot size ki selection

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Lot size ki selection

    Forex trading men tarding krtay waqat lot size Ka bahot ziada khyal rakhna Chahay agr ap apna balance ko daikh kr lot size ki selection ki krtay to is sa nuksan utha Saktay hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Lot size ki selection

      Agr ap loss se Bachna chate hein to ap on chaiye k apni trade ka lot size km rkhein kion k is trah agr ap ko loss b ho raha ho to ap ka account wash hone se Bach jata ha so agr ap ziyada risk Lena chate hein to phir ap lot size brha lein Lakin is trah ap ka account safe nai rehta
      • #18 Collapse

        Re: Lot size ki selection

        Dear forex members jab haum bagair knowledge aur learning Kay trade open kartay hay to haumay kamyabi ki bajay nuksan uthana parta hai aur jab haum bagair money management Kay mutabiq Kaam Kartay hay to haumay kamyabi nai hoti hay aur hamara trading account bhi wash ho jata hay iss liye haumay hamesha trading main money management ko tarteeb daytay hoye trading karni chahiye aur iss Kay saath saath knowledge ki base pay haumay trade open Karney say pehlay haumay hamesha lot size ki selection main bhi bohaut zayada focus Karney ki koshish karni chahiye takay haum properly market ko watch kartay hoye hi lot size ki selection Kar sakay forex trading may haumay kamyab business karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading Kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay aur phir hi kamyaabi hasal hoti hay aur forex trading may haumay hamesha apni learning aur information ko increase kartay hoye trading karni chahiye takay haum properly market ko watch kartay hoye trading Kar sakay forex trading may haumay discipline Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading Kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay.
        • #19 Collapse

          Re: Lot size ki selection

          Forex trading me lot size ka concept bht important hy . dear member agar apka account chota hy aur apke acocunt me bonus ziada ni hy to apko lot size kam select karni hoti hy laken agar apka account bara hy aur bonus bi ziada hy to ap ziada lot size bi select kar sakty hain . lot size apke profit aur loss ki ratio ko select kar raha hota hy , agar kam lot size hoge to profit bi kam hoga aur loss bi kam hoga laken agar lot size ziada hoge to profit bi ziada ho ga aur loss bi ziada ho sakta hy . agar apko strongsignal milen keh jis me apko yaken ho keh profit e hoga to tab ap bari lot size ko select kar sakty hain .
          • #20 Collapse

            Re: Lot size ki selection

            agar humaina achay say trading ka kam kurna hai to es kay liye humaain sab say pehlay lot ize ko select kurna ho gaa or humaain es main achay say apna kam kurna ho gaa jub hum es main achy say apna kam kuray gay or achaya say lot size ka selection kuray gay to humain asani say kmayabi gain ho pay gii to humain achaysy apna kam jari rukhna chahiye or huamin lot sze ko apnay acount kay mutabiq he choose kurna chahiye takeh hmara account safe rhay
            • #21 Collapse

              Re: Lot size ki selection

              Assalamu Alaikum dear friend ummid karta hun kya Sab khairiyat se Honge Yaar Ki Shaadi Ka frocks ke andar lot size ki bahut badi d Amit hai aur lot size money e-management ka bahut bada han vah bhi sahi hai Tai Kitne Bhi confirmation Ho red ki aur Kitna bhi e Express Ho Kitni bhi Itni bhi achi earning ki ho lekin proper money management it 8k 60 Kam Nahin Karenge to to kabhi bhi profit Mein Nahin Ja Payenge bahut hi kam profit Hoga aur launch Jyada Hoga isliye management balance Ko Dekhkar Lagani chahie balance Se Kya lot size honi chahie Vahi kam Lagani chahie isliye Hamen chahie ki Jab Ham trading karen to balance ko mat dena Agar rakhte Hue Laut Aaja lagaen Agar Ham Usko Mein Najar rakhte Hue Laut Sahi Nahin lagaenge To Hamen Vidya profit ke ulta loss ho sakta hai isliye Hamen chahie ki Ham Main Usko mat Dar Nazar rakhte Hue Banaskantha Bank lot size Gaya profit Hasil Karen Shukriya
              • #22 Collapse

                Re: Lot size ki selection

                mere bhai forex business main trading kay liay lot size ki selection bahot zaroori hay kun kay lot size say hi hamain loss oar profit milta hay hamain apna account balance kay mutabik lot size ki selection karni chaheye kun kay forex business main lot size ki bahot ehmiyat hay
                • #23 Collapse

                  Re: Lot size ki selection

                  assalam o alikum jnab umeed hy ap theek thak hoon gy ALLAH pak ap ko hmesha salamat rakhy aur ap hmesha hansty basty rahen. jnab ap ny lot size k selection ki bat ki hy to mai ap ko batana chahoon ga k ap ny apni trade k doran jo lot size choose karna hy wo ap k size k mutabik ho agr ap ka accont ka size ziyada bra nahi hy to ap ko ziyada bry size ki lot open nahi karni hy ap ny yahan per achy treeky sy pehly apny account k size k mutabik money management plan bnana hy aur phir ap ny os plan k according hi apna lot size choose karna hy. agar ap ka account chota hy to ap ko lot size bra nahi choose karna q k agr lot size bra ho to bohat ziyada chances hoty hain k ap ko loss ho jaye aur market ki movemants ager kuch pips bhe ap k against chali jati hy to ap ka account wash ho jat ahy agr ap ny bry size ki lot choose nahi ki hy aur ap ki lot choti hy to ap ko trade ko hold karnuy ka chance milay ga mtlb agr kuch dair ag trade ap k against bhe jati hy to ap ka account wash nahi ho ga mgr agrr lot size bra hua to bohat jald hi accout wash ho jana hy, lehaza ap ny alch nahi karna hy aur apny account k size k mutabik hio apna lot ka size choose karna hy.
                  • #24 Collapse

                    Re: Lot size ki selection

                    G han lot size hamesha apne capital aur ak risk management bna kar karni chaiye ager ap k pass capital acha hai tou lot size bhi bara karna chaiye lakin market ki risistance ko zrore follow karin ager acha capital nahin hai tou lot size small hi rakhen kyun k risk bhi kam liya jata hai isi liye ak risk management bna kar apni lot size ko select karna chahiye.
                    • #25 Collapse

                      Re: Lot size ki selection

                      G bilkul sahi Kaha hy apny hmen apny balanc k mutabik trade lgani chahye q k rate kabhi b up ya down ja skta hy or agr hmara balance km ho ga to jald hi account wash ho Jay ga is lye koshish kren k choti trades hi lgaya kren .
                      • #26 Collapse

                        Re: Lot size ki selection

                        Forex ma success chahte hai to phr kum kum lot size rkhen jo kum lot size ka sath trading krta hai wo hmesha kamyab hota hai or loss sa bhi bach jata hai islye zyada sa zyada mehnat kren or learn kren forex ko tab hi hum ache trader.ban skte hai or loss sa bhi bach skte hai learning hi key to success hai islye zyada sa zyada mehnat kren or learn kren.
                        • #27 Collapse

                          Re: Lot size ki selection

                          lot size ki slection bahut he ahim hoti ha kun ka isi ki waja sa hamen loss ye pher profit hota ha lakin is ko ham na slect kasy karna hota ha ye bat ahim ha is ka lye hame phely apny aount ko dekhty han ka hamara acount kitna ha pher us ka mutabik ham lot slect kar ka trade ko open karty han agar ham lot zeyada rakhty han to pher hamen profit or loss bhe zeyada he hota ha or agar lot size kam ho to los pfofit bhe kam hota ha
                          • #28 Collapse

                            Re: Lot size ki selection

                            lot size kaya hota ha or ham log is ko kasy select karty han is par disscision kar rahy han lot size hamari trade ka size hota ha ab ye jitna bar ho ga to hamen profit or nuksan bhe isi kinisbat sa ho ga agar ahm isy zeyada kar len to hamen zeyada profit de sakti ha 1 hre trade l;akin ye bahut he zeyada riski ho jata ha ab bat karen ka isy slect kasy karty han to ye ham apny acount ka size dekh kar slect karty han taky ham secure to rahen
                            • #29 Collapse

                              Re: Lot size ki selection

                              trading Mein load 5 ki selection Humko success Bhi Dil aati hai aur trader ko loss bhi Deti Hai isliye Jab Bhi trade lagaen usmein lot size ki selection mein main bahut careful Rahana chahie aur kabhi bhi lot size Aisa select na Karen Jo account ke against ho aur jismein nuksan hone ka Khatra Ho Hamesha Aisa load Shayad select Karen Jo account ko support karta ho jisse account bhi maintain Rahe aur money management ka bhi Khas Khyal rakhen.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Lot size ki selection

                                Assalam o alaikum umeed krta hoon sub bhai kheriat say hon gay bahut he achi bat k lot size kya hona chahta hay mein apnay sub friends ko yeh recommend kron ga k jo new members hein un ko lot size 0.01 lgana chahiay jub tuk unhain experience ni ho jata tub tuk bahut km lot size lgana chahiay jub experience brh jay to lot size us k bad brha dia jana chahiay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X