Pakistan mein dollar

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pakistan mein dollar
    Dear members kya koi bata sakta hqi kay pakistan mein dollar ki qeemat mein izfa kyun ho gaya hai iss ki kya wajah hai aur jab forex mein dollar neechay ata hai tou pakistan mein kyun iss ki qeemat down nahin hoti
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dollar ky against hamary economical reserves jo pehly IMF ko fake show kerwaey gaey thy woh actual main thy hi nehi jab hamari stock exchange buri terha sy gir gai tou dollar ki price ko control kerna mushkil ho gia lekin ab kuch points daily basis per dollar down ho raha hai jesy jesy stock exchange grow ker rehi hai
    • #3 Collapse

      bhai asal main kisi bhi cuntry ki maeshat agr mazbot hoo to u ki curncy bhi mazbot hoti hy agr maeshat kamzor ho to cruncy ka rate bhi gir jata hy esy hi pakistan k sath huwa k pakistan ki maeshat kamzor ho gai jis ki waja sy doller mehga ho gya mashaallah ab down ho raha hy pakistan ki maeshat thek ho rahi hy
       
      • #4 Collapse

        Jab bhi hamary mulk main hakoomat change hoti hai tou hamari economy ka yehi haal hota hai koi mukhlis nehi hai is mulk ky sath ham khud hi bari umeedon ky sath inko elect kerty hain lekin yeh sirf apny bachon ka sochty hain hamary bachon sy unhain koi matlab nehi hai ky khazana khali ker ky jaty hain tou dollar ki price bahot up chali jati hai
        • #5 Collapse

          bhai asal main kisi bhi cuntry ki maeshat agr mazbot hoo to u ki curncy bhi mazbot hoti hy agr maeshat kamzor ho to cruncy ka rate bhi gir jata hy esy hi pakistan k sath huwa k pakistan ki maeshat kamzor ho gai jis ki waja sy doller mehga ho gya mashaallah ab down ho raha hy pakistan ki maeshat thek ho rahi hy
           
          • #6 Collapse

            Dear aap ko pata hona chahiye ke Pakistan mein dalne Ki Keemat isliye diwn nahi ho rahi.
            Kyunki Pakistan ki economy week hai jab tak Pakistan ki economy week Hogi to aap ko pata hona chahiye ke Pakistan mein dollar Ki Keemat main izafa hota rahay ga..
            • #7 Collapse

              G dear ap bilkul thk kah rahy han k pakistan ki economy week ha is trah ap ko pata hona chya k pakistan ma dollar ki kimat ma azafa ho raha ha
              • #8 Collapse

                dear friends, Pakistan ki economic condition es wakt bahit nazek mor par hay aur currency bahut hi down ja rahi hay, yahi waja hay kah dollar ki price etni barh gai thi...es k ilava forex main dollar ki price kam honay say pakistan main esleay kam nai hoti q kah forex international market hay aur es ka pakistan ki exchange market say koi connection nai hay.
                • #9 Collapse

                  Pakistan ki.economy ka issue hai jis ki.waja se dollar ki qeemat me izafa hota jaraha hai... economical issue agar theek hojae to dollar ki qeemat b sai hojaegi...
                  • #10 Collapse

                    Dear pakistan mein iss waqt dollar ki value bhi high hai aur yeh iss lye hota hai kay aksar mumalim ki economy dollar kay sath chalti hai aur jab uss mulk kay zar e mubadla mein kami hoti hai tou uss mulk ki economy down.hoti hai jis ki wajah sae dollar high value mein chala jata hai
                    • #11 Collapse

                      Dear iski wja h Keh Hmare country me Paiso ki kami h..Ameer log or xaida Ameer hge hain..Gareeb or xaida Gareeb..hmrii country itni developed ni hai jitni honi chaiye ye hmre jo log jo country chala rhy hain unko ye chez sochni chaiye..kehne s doller kam ni hga kch step uthane honge toh e dollar kam ho paega..time lagega but inshAllah km hga..
                      • #12 Collapse

                        pakistn me dollar asmaan pr chalta ja rha hai agr ecnomic system dollar pe control kre to qeemat be sahi hojaiegi kekn us pe control na kiya gya to ye aur bharti jaiegi pakistan ki currency bht down hai forex international market hai us se pakistan ka koi connection nai ha.
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
                          Dear members kya koi bata sakta hqi kay pakistan mein dollar ki qeemat mein izfa kyun ho gaya hai iss ki kya wajah hai aur jab forex mein dollar neechay ata hai tou pakistan mein kyun iss ki qeemat down nahin hoti
                          Sonu Nigam ji Bhaijaan Dora Is Tarah Se Khafa Hona ki wajah Pakistan ki economics down hone par Hota Hai Pakistan ki economics Jitna Jyada down Aati Hai dollar ka rate kitna hai badhta jata hai aur Pakistan ki stock exchange ka bahut bura haal hai
                          • #14 Collapse

                            agar hum forex trading main earning kar lety hay to us earning profit ko ziada tar skrill main withdraw lea jata hay aur pakistan main wo skrill dolor hum apny jazz cash account main transfer kar sakty hay aur kuch charges kay baad humay wo amount humay apny jazz cash account main recevie ho jati hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Jahan tak me samjhta hun pakistan main doller ki qeemat ic leay up jati ha kyun k pakistan ki economics waek ho jati hain jis ki vja aik yeh ha k export bahut kam ho jati ha aur import ziyada ho jati ha jis ka ultimately result doller k muqablay main parta ha so pakistan ki economy jitni strong ho gi doller utna nechay ay ha aur jitni weak ho gi doller opr jaye ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X