USD ZAR main spread change time Trade open kerny ky liay zarur mind main rakhain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    USD ZAR main spread change time Trade open kerny ky liay zarur mind main rakhain
    USD ZAR main spread daily Pakistani waqat ky mutabiq rat aik bajy 120 zyada increase ho ker 200 ho jata hai phir suba 11 bajy dobara 200 sy 120 per aa jata hai isliay aesy time main trade open kerain jab spreads kam ho warna zyada loss sy trade start hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan bilkul aisa hi hota hai jis waqt USDZAR ki market close hoti hai tou uss waqt iss ka spread 200 hota hai lakin jab iss ki market open hoti hai tou yehi spread kam hojata hai aur iss ka spread 120 ho jata hqi aur aisa market kay open close honay ki wajah sae hota hai
    • #3 Collapse

      Jab bhi kisi pair main spread very kerta hai tou aksar hamain open trade main loss hi hota hai lekin agar time ka pata ho ky kab spread kam ho jata hai tou usi time per trade open kerni chahiay ky spread zyada hony ki waja sy koi bhi open ki jany wali trade hamesha bary loss sy hi start hoti hai
      • #4 Collapse

        Dear aapne Kafi good information Di Hai Yahan Main forex market mein.
        Usdzar kay currency pair per spread kay change honay kay time ko zaroor made nazar rakhna chiay.
        Agar aap trading kartay hain to hamain chiay kay kay apnay Annaylis bhi achay rakhain.
        Usdzar kay currency pair per fluctuating wala kam not zada hota hai..
        • #5 Collapse

          Gee haan jab USDZAR ki market yani african market close hoti hai tou uss waqt USDZAR ka spread 200 per chala jata hai aur din 11 bajay market open honay kay baad iss ka spread kam ho jata hai aur 120 per aa jata hai
          • #6 Collapse

            forex market main bohat sary pairs hay aur humay chahiye keh us pair par he trade karen jis pair ka humay pata ho us pair par he trade karni chahiye kyun keh us pair par he trade kar kay hum market main achi earning kar sakty hay esmain humay ziada spread waly pairs par trade nahi karni chahiye
            • #7 Collapse

              Re: USD ZAR main spread change time Trade open kerny ky liay zarur mind main rakhain

              bohat say traders es pair par trade karty hay mery khyal main aisy pair par tab he trade karni chahiye jab humary pass experience acha ho aur hum major pairs par he trade ko seekhna chahiye jab hum seekh kar trading karty hay to hum market main regular base par acha profit hasil kar sakty hay
              "The mind is everything, What you think you become"
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: USD ZAR main spread change time Trade open kerny ky liay zarur mind main rakhain

                Usd aur zar currencies ka spread boht zayada hota hay aur jab bhi koe trader trade lagata ay to us main us ka spread coutn ker kay dekhna perta hay kay ham na y entry yahan li aur hamara stop loss ye hain uar is pair ka spread itnay pip ka hay. isi liye jab ham forex main trade lagay hain to hamen aik idea ho jata hay kay is pairs kay itna spread hay.

                اب آن لائن

                Working...
                X