Trade sirf selected pairs main hi kerni chahiay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade sirf selected pairs main hi kerni chahiay
    Bar bar new pair main trade open kerny sy kisi bhi pair main market ki position ka pata nehi chal sakta aur trade main loss ho jata hai but agar apni tamam trade sirf kuch selected pairs main hi ho tou ham aesy pairs per nazar rakh sakty hain ky jesy hi best entry point mily trade open ker lain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan bhqi aap nay bilkul theek kahq hai hum jin pairs mein samajhtay hain kay aap ka unn paoirs mein knowledge zayada hai tou aap uss mein trade karain aur baqi pairs ko uss waqt tak trading mein use na karain jab tak aap ka unn mein koi experiance nahin hota iss sae aap ko faida ho ga
    • #3 Collapse

      Bar bar pair change kerny sy hamain same new pair main market variations ka pata hi nehi hota aur ham just koi bari movement dekh ker reverse order main trade open ker lety hain lekin market same pair main apny trend ky hisab sy move kerti hai jo kafi zyada bhi ho sakti hai tou hamain aesa kerny sy zyada loss hi hota hai
      • #4 Collapse

        Yes dear forex trading main trades sirf hamain selected pairs per he karni chiay.
        Aap ko pata hona chiay kay jab bhi ham trading karain pelay apnay Annaylis kar lain or Fibbonaci retracement zaroor laga lain phir usi hisab say hamain trades laganai chiay.
        Fibbonaci retracement kay golden ratios per.
        Kiun kay market Fibbonaci retracement level ko respect karti hai..
        • #5 Collapse

          Dear friends, forex market k bahut saray pairs hain aur har pair ki movement different hay....esleay hamain kisi ek pair ko achi tarah samjhna chaheay aur us par trading karni chaheay aur jab ek pair ki samjh aa jay to phr dosray pair pa kam karna chaheay. es say hamain loss nai hoga but agar ham tukkay par sabhi pairs par trading start kar dain gay to es say loss hoga.
          • #6 Collapse

            G han esy pairs jes me trading ka hamara experience ho jes me ham ne long time ki trading ki ho esy pairs key baghir kesi other pairs me trading ka risk nahi lena chaye, traders profit esy hi pairs me earn kar sakty hey jes me wo acha knowledge aur market movement ka acha expernice rakty hon.
            • #7 Collapse

              forex trading business ki market ko samjhna mushkil hy aur is k liye ap ko mehnat karni parti hy aur is k liye best option demo account hy aur demo account par practice se kise currency pair par practice karain aur us pair ka knewledge aur experience hasil karain phr real account mein trading karain aur real account mein un pair par trading karain jn pair par ap ko knewledge aur experience ho tab hi us pair par trading kar k acha profit earn kar saktay han aur agr by tukay hi trade open kartay han tu profit nhi loss ho ga
              • #8 Collapse

                hanji bilkul bhai app nay bohut achi post share ki hai selected pair par kar jab app kam karty hain tu app ko unka knowlege bhi ziada ho jata hai jiss ki wja say un pairs ki movement app ko ache tra say samjh askti hai iss leay har pair par kam karny say app confuse ho sakty hain jis ki waja say app ko loss ho sakta hai.
                • #9 Collapse

                  Forex mein kamyabi hamesha uss waqt milti hai jab aap ka iss mein experiance ho ga aur phir aap trading bhi unn pairs mein hi karain jin mein aap ka experiance bhi zayada ho aur iss ka aap ko bahut zayada faida ho ga aur aap ko loss kam aur profit zayada ho ga
                  • #10 Collapse

                    jee bhai aap ny theek kaha hai her market main trade nahien karna chayee kuch pairs ko select karna chahyee taky aap achy sy market ky mizaaj ko samjh sakien taky aao profit bhi bana sakien ager aap her cheez main panga laien gy to aap kisi ko bhi nahien samjh sakien gy
                    • #11 Collapse

                      Dosto forex trading ma ap ko pair ko select kr lyna chy k ma en pair py trading kro ga phr un pair ki achi trha sy practice kr lyni chy k ye pair kis hisab sy movement kr gy phr ap un he pair py trading kry en k elwa or kisi pair pr trading na kry Kiun k es sy ap ko loss he ga Kiun k bki pair ki movement k hisab ka ap ko ni pta ho ga
                      • #12 Collapse

                        humay chahiye keh chand pairs select kar lain aur un pairs par trade karen tab he humari trade achi aur behtreen ho sakti hay humay chahiye keh esmain bliendly trade bhi na karen kyun keh blind trade say humay market main earning kam loss ziada he hota hay humay esmain khoob mehnat karni chahiye tab he humari trading achi ho sakti hay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade sirf selected pairs main hi kerni chahiay

                          forex mai hamy selected pairs py trading karne chahey hum in par live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar ssakty hain yai aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be haisal kar sakty hain yai kabe be band na hony wala legal business hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X