Trading Knowledge say ati ha Greed karnay say nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Knowledge say ati ha Greed karnay say nahi
    is business main zayada ter jo log new atay hai.unko ya business buhat hi asan lagta ha.or is business main atay hi profit ko hasil karnay ki pori koshish karty hai.mager unko loss ho jata ha.ager har trader is business main pahlay aa ker is business ko achi tarha say seekhay.or uskay baad is business ko kerna start karay.to unko is business main acha faida ho sakta ha..ap trader is baray main kaya kaho gy..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    I agreed! Bilkul aesa hee hai... profit k chakar me hum apna loss kr beth'ty hen it is most important k pehle humhen achi knowledge honi chaiye jis ki madad se humen acha experience mily usk bad hee hum apna jaga achi forex me bana skty hen... greed humen ziyada agy na lejaskti
    • #3 Collapse

      g bhqi apny buhat hi achi bat ki hy main apsy agree krtta hun buat sy new trader bina learning kiye tradind stard kr dety hain or wo loss kr bethty hain mera khayal main new trader ko kam az kam 6 months demo par hi trading krni chahye ta k un k exprince ho jay or phir real par trading kr k acha profit kamain
      • #4 Collapse

        Trading forex market main all the time present rehny sy ati hai ky apki pata chal jata hai ky kon sy pair main kis point sy market reverse ho jati hai ky jesy hi market dobara wahan per ponchy ap reverse order main trade open ker lain tou profit hasil ho jata hai aur aesy hi experience bhi increase hota hai
        • #5 Collapse

          Greed sy forex trading main sirf loss hi hota hai and account wash hi hoty hain kabhi bhi forex trading main greed sy achi earning hasil nehi ki ja sakti lekin agar ham forex trading ka complete knowledge hasil ker ky forex trading start kerty hain tou hamain forex trading sy earning bhi hasil hoti hai
          • #6 Collapse

            Jnb apki bat buht e achi hy me agree krta hn apki bat sy aur ye kahun ga k agr kamyab trader bnna hy tu trading ka knowledge zrur learn krna ho ga. Learning k bghair kamyabi na mumkin hy . Jo log lalch ki bunyad py trade krty rehty hn wo hmesha loss me e rehty hn. Is lye greed sy avoid kren aur trading learn krny ki try kren.
            ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
            • #7 Collapse

              Without knowledge we can do nothing any kind of been businesse you want to run first you have to get knowledge about it knowlede is must to run any kind of business
              • #8 Collapse

                aslam o alakum mere bhai kese hen ap sab umeed he ke ap theek hun ge g han bhai me agree karta hun ap ki bat se ke trading me know3ledge hi kaam ata he greed hota he lekin hamen asani to apna knowledge hi fraham karta he
                • #9 Collapse

                  Ji bilkul sahi kaha hy app ne bht se trader is ko proper seekhay bina hi trading shuru ker daitay hain is se un ko loss hota hy achi trading k lie zaroori hy k pehle proper knowledge hasil kiya jaye phir trading shuru ki jaye takay acha profit hasil ho jitni ziada trading hoti jaye gi utna hi knowledge barhta jaye ga
                  • #10 Collapse

                    agar hum knowledge gain kar lain trading ka to es trha humary andar sabar paida hota hay humay market ki heqaqat ka andaza ho jata hay aur hum market main loss ki bijaye acha profit bhi tab he kar sakty hay jab humary pass forex trading kay bary main ziada knowledge hota hay aur tab he hum esmain kamyab bhi ho paty hay
                    • #11 Collapse

                      G Hn Dosto agr ap Forex trading ma trading krna chaty hy to ye trading ap ko trading ma greed krny sy nai aya gi Bilkay es k ly ap ko mhenat krna ho gi or mhenat kr k zyda sy zyda knowledge hsal krna ho ga Jesy he ap zyda knowledge hsal kry gy ap ki trading b profit ma jny lg jy gi
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading Knowledge say ati ha Greed karnay say nahi

                        forex mai greed hamara dusman hain hamy isy avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real business hain hum is mai investment be kar sakty hain or hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hota
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading Knowledge say ati ha Greed karnay say nahi

                          Trading aik seekhnay waala aur kafi mehnat talab kam hay is liye ager trading ko seekhen gay nahi to trading nahi aye gi. greed siraf trader ko loss deti hay aur us ka time zaya kerti hay. is liye greed say bach kay trading ko seekhen aur un asolon per amal karen jo trading kay doran zorori hotay hain ta kay loss say kafi had tak bacha ja sakay.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X