Lose is not really lose,real lose is not try again.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    he outcome of the great ping pong ball experiment would not change the lives of many persons living on this planet. But perhaps, just perhaps, the experiment itself would help people realize that in some ways the planet Earth is just a small, frail ping pong ball traveling through space
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      gee han agar ap ko trading main loss ho gya hai to ap ko apne loss ko study karna chahie or is ke bare main jan kar age se achi tara trading karni chahie or mistakes ko repeat nahi karna chahie
      • #33 Collapse

        jee bilkul theek bat hai loss haqeeqat ma tab nhi hota jab ap loss krty hain bulke loss to tab hota hai jab ap us kam ko chorr dety hain loss ko cover krne ki bhi koshish nhi krty to jo loss ap kr chuke us k cover hone k sary chance bhi khatam.
        • #34 Collapse

          Very great.. bohata chi bat kahi hy aapne.. trader ka loss yeh nahi hy ke use trade mein loss hota hy.. uska asal loss to yeh hy ke vo apne loss se tang aa ker try kerna chor de or forex leave ker de.. yeh tarder ki bohat bari haar hy..
          Dont Spam The Forum.. ..

          :(I hate Spammers..:(

          ;)Make Bonus Of 200 USD;)
          • #35 Collapse

            Dunia ke har business main nafa nuqsan to hota hai loss hoga to hamari waja se hoga na hum ko aisa nhi krna cahahye kai hum loss main houn jitna profit uthna best agar loss kren ge phir loss to zahir hai wo los set main jaye ga na,loss ki waja se himat nahi harni.
            • #36 Collapse

              yes bro em agree with you,Insaan ko koshish kartay rehna chaiye mustakil miZaaj hona chaiye , yeh nahi ke failure k dar se ap agay hi na barho apko experience galti kar kay hi milta hai or apko us galti ko sudharna chaiye na ke ap peechay hat jao or aik or galti kar do na seekh kar.
              • #37 Collapse

                ji han loss humari nakami nahi hai humari nakami ye hai k hum loss karne k bad dobara try nahi karte k hum profit kar sakte hain to humen ye bharosa hona chahye k hum profit karenge
                • #38 Collapse

                  glti ye nhe hai ke apse glt hoe blky glti ye hai ke apne us se kuch sekha nhe ye sb se bari glti ahi is liye apkoc hye ke apni mistakes se sekhain .
                  • #39 Collapse

                    g han ap n bht achi baat ki ham ko chaiya jab ham ko loss ho to ham is s experiace hasil kray agr ham is s experiace hasil ni krty h to ya real loss h jo ham ko nuksan pocha sakta h is liya ham ko mahnat krni chaiya
                    • #40 Collapse

                      G bilkul janab ap theek keh rahy ho loss Forex trading ka part hai har trader ko loss ko accept karna chaiye aur jab loss ho jaey to trading business ko chorna nahin chaiye balky again and again practice karni chaiye taky ap ko acha experience hasil ho aur ap achi trading kar sako.
                      • #41 Collapse

                        yes you are right.. loosing is not the failure, the real failure is giving up because of the fear to loose.. so this is the request to all those who loose consistently, plz don't give, step up and have courage to try it again and again... :o
                        • #42 Collapse

                          dekhiye agar insan ko kam aata hy to loss ka swal hi nhi paida hota hy mere bhai
                          is mein insan ka apna noqsan hy is mein loss se bchna hy to sekho pehle kam ko
                          • #43 Collapse

                            han ji ap ne sai kaha hai loss ka hona ye nahi hota hai ke ap ne kuch apna amount loss kar diya phir bad main ap ne wo kaam chor diya asal main ap ka loss yahi hota hai ke ap ap dubara try nahi karte aur ap ager dubara try karte bhi hain tu ap apne loss ko check nahi karte yani analysis nahi karte apne loss ko
                            • #44 Collapse

                              hope instead learn from our mistakes so we say that we loss but we also mind that we learn from this and make a perfect man in forex.Loss is not really lose it make us able to see our mistakes due to which we loss last time so loss honay say demotivate nae hona chahye balkay mazeed achi prepration kay sath next time market may enter hona chahye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                my dear friend hame jab bee market se lost milta hay hame phir se tayari karni chahiye . kioke lost har waqt nahy hota hay hame earning bee mil sakt ahay . agar hum learning ke sath trading karenge to hame kam se kam lost ka khatra rehta hay ..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X