Kabi kabi loss mai he trade ko close karna behtar hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kabi kabi loss mai he trade ko close karna behtar hota hai
    Aksar time kuch es tarha ki situations creat hojate hai jeski waja say agar loss mai he trade ko close kar deya jae tu behtar hai for example ik trade pans jate hai aor wo apka ziyada time surf kar jatee hai aor kuch ziyada loss cover hokar kuch loss baqi reh jate hai tu maire khyal mai osko kuch loss mai close kar k he acha hai dosra agar apne trade lagaya aor apko ahsas howa k ye wrong hai apko ziyada loss daige tu osko be loss mai close karna behtar hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G Hn Dosto forex trading ma kbi kbar hmain trade ko kuch loss ma he close krna pr jta hy kiun loss ko recover krny kr k ly time chy or Baz dafa to withdrawal b krwana hota hy to es ly Kam loss pr he krna bhtar hy or Baz dafa to analysis galt ki wja sy b trade close krni pr jti hy
    • #3 Collapse

      Sahi kaha member kiyon k kai bar hum esi lots open kar dety hein jiss mein loss hota hy aur kai bar humein trad loss mein he open karna lazmi hy aur kai bar esa hota hy k ap loss mein trad closs kar dety ho aur markit wapass profit mein ajati hy to esa bhi ni karna chahiye pehly sahi sy aynalise karna chahiye air phir trad open karni chahiye aur cheaking k bad he cut karna chahiye
      Removed by moderator.
      • #4 Collapse

        Dear ftend jab hmy ye lgy k ab market k koi chancenai hai hmary fever mai ane k to hmy chaye hota hi k begair koi risk liye tread ko close kar dy es sy pehly k hmara account he washed ho jaye ya itna loss ho jaye k jis hm recover he na kar paye.
        • #5 Collapse

          yeh to jab trade phansty hai to halat daikh kar hi faisla karna hota hai kya karna hai trade loss main close karna hai ya phir kisi or tarah se risk ko control karna hai yeh zaida tar masla un logo k sath paish aata hai jo jald bazi boht karte hai jab market fast nai hoty profit zaida nai hota phir jald bazi kar k trade phansa laite hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            G han ap ki bat se main agree karti hun aksar aesa hota hay k humari trade phanc jati hay aur loss nai ja rahi hoti hay tou humain aesi trades k zada wait nai karna cahiay aur loss main hi closs kar deni cahiay take ap.ko mazid loss na ho sake aur ap k liay loss recover karna bhi easy ho sake

            اب آن لائن

            Working...
            X