Overbought market conditions main bhi sell entry per loss kiun

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Overbought market conditions main bhi sell entry per loss kiun
    Dear aksar aisa hota hai kay market main.
    Tamam oscillator overbought conditions main hotay hain.
    Laikin aap sell ki entry put kartay hain..
    To market sell nahi hota or mazeed bullish hota chala jata hai.
    Aisi conditions main aap hamain kaisay loss say bachna chiay..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bahut zbrdast bat ki ha ap nay meray sath bhi yeh kbi kbi hota ha market overbought zone main run kr rahi hoti ha aur hum sell ki trade put kr k bhi loss kr detay hain so aisi surta e hal main bachnay ka aik yahe tareeqa ha k stop loss 50 pip k faslay pay lga lena chaeay ya agr margin ho to thora mazid sell kr lena chaeay.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: safi0334 پيغام ديکھيے
      Dear aksar aisa hota hai kay market main.
      Tamam oscillator overbought conditions main hotay hain.
      Laikin aap sell ki entry put kartay hain..
      To market sell nahi hota or mazeed bullish hota chala jata hai.
      Aisi conditions main aap hamain kaisay loss say bachna chiay..
      Dear jab aap indicator par overbought ya oversold ke situation dekhin to aap esy he buy ya sell na kar dain balkay aap dekhin market ke movement kiss wajha say hui hai. Kabhe kabhe market ma fundamental basis par movement hoti ha to market technicals ko us wakat follow nahi marti hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        G sir ye bat aese hai ke market akser overbought hoyi hai is mai ap buhat sa loss kar bethty hain is main ap ko loss se bachny ke liye ap ko thore fasly par stop loss lagain aur ap is se bre loss main bach sakte hain.

        اب آن لائن

        Working...
        X