Japani candle stick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Japani candle stick pattern
    Yeh japani candle stick pattern kya cheez hai aur iss mein aisa kya hai jis kay baray mein log aksar baatain kartay hain aur iss ko seekh lenay kay baad hum kis had tak trading mein kamyab ho saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yeh candle pattern bahut zayada use hota hai aur iss ki 3 types hoti hain aik mobzoua aur sping aur doji aur yeh teenoun types ko use kar kay aap chart ko read kar kay market ka andaza lagatay hain jis sae aap ko advance mein pata chal jata hai kay ab market kis taraf jaye gi jis sae aap acha profit earn kar saktay hain
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
      Yeh japani candle stick pattern kya cheez hai aur iss mein aisa kya hai jis kay baray mein log aksar baatain kartay hain aur iss ko seekh lenay kay baad hum kis had tak trading mein kamyab ho saktay hain
      Dear jo candles aapko trading chart main nazar aati hain wo Japanese candlestick hoti hain. Aur us candles ko daikh kar traders ue andaza lagaty hain k market ab up jaay ge ya down jaay ge to usko candlestick pattern kehty hain.
      • #4 Collapse

        Dear brother jo candle aapko candle chart mein nazar aati hai dar haqiqat wo hi japani candles hain yeah teen kisam ki hoti hai agar hum unko read karna seekh le tu hame kafi had tak forex ke maharath hasil ho sakti hai..
        THKS
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Japani candle stick pattern

          forex trading main differnet kisam kay candle stick pattern hay agar humary pass en sab kay bary main knowledge ho ga to humay forex trading main profit earn karna bhi mushkil nahi hota kyun keh hum esmain knowledge ko use karty huway achi trading kar sakty hay aur safe bhi reh sakty hay

          اب آن لائن

          Working...
          X