Slow but steady wins the game.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    forex yea ek bohat acha busniss hay insaan is busniss maien slow or mahnat say bohat jaldi kamayaab ho jata hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      g han bilkul yeh words bilkul sahi hain apko hamesha ahista ahista shuru karna chaye aur lalch nahi karni chaye tabhi app kamyab hon ge
      • #288 Collapse

        Brother forex trading mein hum ko chaya k mahnt karain phlay trading ko learning kro phr earning kro real mein trading sey best koi market nahe ha mein forex mein trading kar k bhot happy hota hn g.
        • #289 Collapse

          Forex trading mai maira new traders k9 maswara ye hy k wo is k9 phla learn karain or demo account k9 use ker ke us k9 slowly start karain ta ke ap slow sai fast ke tarf jao
          • #290 Collapse

            mera opinion bhe forex main success ki yahe strategy best hy jab bhe hum greed kerty hain to akher main account wash ker dity hain our kafi opportunities milte hain but humery pass kernay k leay khuch bhe nahe hota hy
            • #291 Collapse

              jab b hum trade main kam karty hain to humain learning kar kay kam karna ho ga ta kay humain achi earning hasil ho saky practice karni ho gi ta kay slow slow is main earning hasil hoti rahy
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #292 Collapse

                Hamain profit lenay main jaldi nahi krni aur slowly slowly agey barhna hy. Agar hum jald bazi main koi decision lain gey to loss uthana par jaye ga. Hamain pehlay sochna hy aur phir kam karna hy. Positive thinking key sath kam karna chaheye aur trading key doran mind ko bhi fresh rakhna chaheye aur emotional nahi hona chaheye.
                • #293 Collapse

                  ji bilkul sahi khe rahey hy app slow and steady wins the race lehaza huemin chayein ky hum yahna par zaida se zaida mehnat kartey rahey ta ky hum yahan par ek axhey aur kamiyab trader ban sakhey jis ko afi profit hotya ho yahan pa jabhi hum axhey trader khela paye gy yahna
                  • #294 Collapse

                    g han es business me zeyda earning esy traders hi kar sakty hey jo slow profit earn karty hey magr daily base par forex se profit kama rahy hoty hey esy traders ko loss b nahi ho sakta hay
                    • #295 Collapse

                      g bhai forex trading ke busines mien agar ap bohat sukoon se trading karenge aur is business mien ap bina panic hue trading karenge to hi ap phri is business mien kamiyab hoskate hian.
                      • #296 Collapse

                        humain trade main practice say ana ho ga jis say humain agr is main kam karna hay to humain slowly slowly kam karna ho ga jis say humain market main kam main achi earning ho gi
                        • #297 Collapse

                          jis trah say Forex trading aik mushkil marke thai us trah say he forex trading ka abor hasil karna aik mushkil aur time taking kaam hai . iss mai jo traders jaldi karty hain woh nakam reh jatay hain . Forex trading ke practice kay liye bohot time darkar hota hai.
                          • #298 Collapse

                            G Han ap sabar Aur sakoon sy forex trading karty jao aik Na aik din ap ko forex trading main bahut ziada kamyabi ho GI aur apko forex trading main bahut ziada profit bi hasil ho GA
                            • #299 Collapse

                              G han aik decision karnay kay baad demo pay account bana kar mehnat karni chahiye aur wakat kay sath sath is kaam ko seekh lena chahiye phir acha experience hasil karnay kay baad ap ko forex main investment kar kay kamiyabi hasil kar leni ho gi esa nahi hay kay aj is kaam ka socha aur raaton raat ameer honay kay khawb dekhnay lag gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                Yeh relaxed mind ka business hy aur is main jaldi bazi sey loss ho jata hy. At the beginning, small equity use krna chaheye aur profit sey ziada learning pr zor dena chaheye. Small profit ko accept krna chaheye aur big profit key leye greedy nahi hona chaheye. Big profit key chakar main big risk lena parta hy jo keh kafi dangerous ho sakta hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X