Slow but steady wins the game.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Yes slow steady wins the game Forex is very easy business and profitable many people in the world forex there main business when you learn very well but at first practice demo account then trade real account so properly learn well
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      dear hume sabar se trading karni chaiye kyu ke profit or loss to business ka hissa hota hai is lie loss hone per hume ye nai sochna chaiye ke hum profit earn nai kar skate hi kyu ke agar hum slow slow bi trading kare ge to hum ache trader ban sakte hai kyu ke slow and staedy win the game
      • #48 Collapse

        it is very popular quotes taht slow and study also win the game it also apply on forex some person come in forex and they want become rich in one night mean they become greedy that is not good for business so come in forex making low profit with low rate bid one day you will be a good trader with your experiencce
        • #49 Collapse

          han yahi sahi rahe gai hum sab ke lye ke hum yahan slow kamayen lekin study kar ke learning kar ke tabhi ja kar hum ko is business se profits gain karne ko mil sakte hain warna kuch farq nahi par sakta hai
          • #50 Collapse

            I Think ap forex main trading karnay k doran kisi bi qisam ki koi jald bazi na karay or na hi emotion ho kar trading karay q k ye dono cheezay ap ko forex main big loss karwa sakti hain.......
             
            • #51 Collapse

              yes brother ma ap ki is bat se agree karta ho k hum ko forex ma her qadem achi terha such samj kar rhana chaye aur kio jald bazi nhai karne chaye
              • #52 Collapse

                yes bro apne theek kaha hai agr ham forex mein kayaab hona chahty hain tou hamyn jald bazi nhi krni chahiye jald bazi se ham loss mein ja skty hain ic liye hain boht ehteyaat aur skoon se yeh kaam krna chahiye tak k ham hr difficulty ko face kr saken aur agy trading kr saken.
                • #53 Collapse

                  ap ny boht achhy pints share kiy hein lekin mein yeh kehna chahti hoon k sab sy acha hy k ap little profit per trade close krty rhein aur at day end ya week end aur agr ap long trade krty hein to at month end ap k pass aik acha toal bn jay ga ess liy slow and steady wins the race wala plan boht acha hy aur yeh ap ko kamyab krwa skta hy.
                  • #54 Collapse

                    Forex main wohi log kamyaab hotay hain jo iss main puri tarah involve ho kar trading kartay hain. successful trader tab hi banta hai jab wo sab cheezon per nazar rakhay. forex main kamyaabi itni asaan nahi hoti. jo trader baghair research kiye aur baghair analysis kiye huway trade kartay hain wohi kamyaab hotay hain.
                    • #55 Collapse

                      bilkul brother ap theek keh rhay hai k agr ap aik kaamyaab trader bn'na chahtay hai'n to ap ko es field ma step wise ana ho ga .and forex trading start krnay say pehlay apko es say related tmaam aspects k baray ma knowledge collect krna ho ga....
                      • #56 Collapse

                        ji buhat payari bat kahi ap nay bro kiu k sabar hi aik esi cheaz hai jis ka phal buhat meetha huta hai kiu k great things always take time they cant be done in one or two days aur wesay bhi jaldi ka kaam sheetan ka huta ha
                        • #57 Collapse

                          yes brother you are true,ksi bhi kam mai jald bAzi nahi krni chaye q ky us sy hamesha nuksaan hta hai ur faida kam hta hai.forex mai lalch bilkul nahi krni chaye is sy nuksaan hta hai q ky mery sath aisa hu chuka hai
                          • #58 Collapse

                            dost ap ny story tp parhe hy slowq and steady wins the race bs yh he baat hy jo k full root klr k ayta hy wo kamyaaab hy aur jo short cuts istmaal krha hy us ka chance bohat ka m hy..
                            • #59 Collapse

                              bhai jan bohat ache guideline provide kare ha app na mein khud app ki baat sa mutafiq hn kah trading mein trader ko slow and steady hona chaheya ha demo pr practice krte rahna chaheya ha and apne learning ko nhi rokna chaheya ha and knowledge ka lea search krte rahna chaheya ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                forex main wohi shakhs kaamyaab hai jo jaldi profit earn karnay ka muntazir na ho. aap ko forex main 1 target bnaa laina chaaiye daily, weekly, ya monthly kay is span of time main maine itna profit bnaana hai, is se ziaada nh. then u will surely get profit

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X