success mehnat karny sy hi hasil hoti hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    success mehnat karny sy hi hasil hoti hay
    Dear forex traders kamyabi hamen mehnat sy hi milti hay mehnat na karny sy ham kamyabi hasil nai kar sakty kamyab hony k liye mehnat karni parti hay aj k daor mein dekhen jin logon nay mehnat ki hay wo hum sy aagy hain mehnat ka phal ap ko zaror milta hay mehnat sy forex trading learn karen acha experience hasil karen practice sy tab hi kamyabi mil sakti hay ap ka kya kheyal hay is bary mein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G Dear ap nay bilkul sahi kaha. Kisi bhi field ma success k pehli shart hi mehnet ha. Or jab bat forex trading k ati ha tw ais k mehnet or bhi ziada barh jati ha keo k ais ma kahili or susti k waja say humay bara loss ho sakta ha. Mehnet ka phal zaroor milta. Ziada waqt learning ko dein. Agar hum learning ko apni adat bana lein tw koi bhi humay kamyab honay say nahi rok sakta.
    • #3 Collapse

      G han bhai mn ap ki bat sy agree krta hon k kisi bhe field mn success hasil krny k liay struggle bahut zaruri hoti hai bagair mahnat k ap kbi bhe kamyab ni ho sukty aor forex trading mn tu struggle k bagair success namumkin hai
      • #4 Collapse

        Yes brother acha mashwara diya ha ap ne forex market mein success hasil karny k liye mehnat karni parti ha aur market k analysis karny party hain time dena parta ha baghiar kisi mehnat k apko bilkul forex se kamyabi ni milti is liye knowledge improve karyn aur practice karyn
        • #5 Collapse

          Dear forex member ap ke baat buhat achi hy aur ye sirf forex trading mein he nai pori life mein mehnat k bina kuch bhe nai hasil kar sakty hain aur forex mein tu mehnat hy bhe mind ke agar ap ka mind trading ko accept karta hy tu you can win the race with a big profit
          • #6 Collapse

            G han jnb success hamesha mehnat kar nain say hi hasil hota hai air is k liye jub bhi koi shortcut karain gay to aap thoray arsay k liye kamyab hun gay PR yeah kaam aap ko hamesha kamyab ni bana Sakta so keep working hard
            • #7 Collapse

              g han jo trader is business mian atay hi is business ko esay samaj ker is business main apni trading ko kerna start ker daty hai.un trader ko is business main loss kay ealwa kuch hasil nahi hota ha.or trader is business main atay hi is business ko apnay liya tuff samjahy.or is business ko forex knowledge ki madad say apnay liya easy bana lay.wohi trader is business main successful trader banty hai..
              • #8 Collapse

                Ji dosto kamyabi hamyshan mehnat sy hi milti hay mehnat k baghair to kamyab hona mumkin ni hay forex trading men jintni zyada ap mehnat sy kaam kren gey utna zyada ap profit earn kar sakte hain earning k leye hardworking must hey
                • #9 Collapse

                  Word mein jo bi business hay us mein ap ko kamyab hona hay to us ki pehli shart hi har work hay agar ap hard work nai karen gy to us kaam mein success nai hasel kar paty forex trading to aek aesa business hey jis ki pehli seerihi hi hard working hay agar to ap hard work kar k experience hasil karty hain to ap forex mein chal warna nai
                  • #10 Collapse

                    dear kisi bh kam man ya kisi bh field main subh kush mehnat se hi milta hy jo log mehnat kerty hn un ko un ki mehnat ka phul mil jata hy ,success hasil kerna ke liy aik hi formula hy aur wo hy mehnat hardwork specially forex trading aik complicated business he is main aik newbies ko to start main sakht mehnat kerna padty hy
                    Signature removed by moderator
                    • #11 Collapse

                      dunya main seb kuch mehnat se hi hasil hota hai behtar hai insan kuch b hasil karna ho to us k tarf daikhnay se behtar hai mehnat kare phir usay wo cheez mil jay gi mera mashwara hai kabi b free na raha ho karo din raat mehnat karo phir aap ko kamyabi mile gi
                      • #12 Collapse

                        Asalam o alaikum g bilkul ap thk kah rahy han k agr hum mehnat na kary toh kuch b hasil ni ho ga mehnat karny say har chez milti kabi mehnat k bagar insan ko kuch nai mila ga mehnat kary ga toh kuch pay ga
                        • #13 Collapse

                          han gee aisa he hai apny theak kaha hai mehnat krny sy he apko tradiing ma experienceis aor knowledge haisl hora hai apko ma tyeh btana chahta hun ky forex trading members ko planning krni chye according to there leverage account ki lot size ka maloom hona bht zarori hai ma yeh btana chahta hun ky apko trading ma har surat ma tp sl set krna chye
                          • #14 Collapse

                            Re: success mehnat karny sy hi hasil hoti hay

                            g haan bhai jaan kamyabi kee liy hamen as main mihnat karna ho gaa aor as main jo log kar karte hain aor jo as main mihnat se kam karte hain woh hi as main kamyab hota hai aor jo as main mihnat nahi karte hain wo kabhi bhi as main kamyab nahi hote hain as liy ham ko chahiy hai kee ham as main hamesha mihnat se kam karte rahe tab hi ham as main kamyab trader ban sake gey aor ham aghar mihnat se kam nahi karte hain aor as main time pass hi karte hain tu ham as main kabhi bhi amyab nahi ho sake gee as liy ham ko kamyab hone kee liy mihnat karna ho gaa aor hamen sabar bhi karna chahiy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: success mehnat karny sy hi hasil hoti hay

                              g har kam mai kamyabi mehna karne se milii hai bagr mehnat k kuch nhi milta chye ap jo marzi kar lo is erha forex mai kamyabi mahnata karne se hi milti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X