mind frish na ho to trading nahi krni chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mind frish na ho to trading nahi krni chaye
    bhai jan agir aap trading krty hain kbi kbi ksi problem ki waja sy hum distorb hoty hain to agir os day hum trading krty hain to hum ko zuada chance loss ka hota hai trade krny k luy hmary mind ka frish hona bhi zrori hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832 پيغام ديکھيے
    bhai jan agir aap trading krty hain kbi kbi ksi problem ki waja sy hum distorb hoty hain to agir os day hum trading krty hain to hum ko zuada chance loss ka hota hai trade krny k luy hmary mind ka frish hona bhi zrori hai
    Yes brother i am agree with you aap ne baja farmaya hai jab tak ham fresh mind nhi hote hainuss waqt tak ham koi bhi faisla sahi nhi kr pate hain jiski waja se hamen loss ho jata hai
    Isliye hamen koshish krni chahiye k ham jab bhi trading k liye aaye hamen fresh mind hona bahot hi zaruri hota hai aur ham tabhi kamyab ho sakte hain
    • #3 Collapse

      bikul thhek hy Bhai sab ager ap ka mind fresh nahi hy tu koi bat nahi ager ap us din trade na kry tu koi masla nahi ho ga asel mai ager hm log market ka w8 kary ky wo hamy trade dy tu yi ziyada behtr rahy ga bajay is ky hm log khud market sy trade ly aisa kerny mai kafi mushkil kam ho jay ga ager ap ny trade nahi ki tu bi ap profit mai hi hoty hy kiyo ky ager ap ki trade loss mai chali gai or ap ka mind fresh nahi tha tu ap mazeed preshan ho jay gy.
      • #4 Collapse

        Yeh lazmi nahi hai kay ap agar fresh na hon to apko trading he nai karni chahiye kyun kay forex main is main ap trade lagaein to apko take proft and stop loss dono laga kar chor dena chahiye apko kafi acha profit ho sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: mind frish na ho to trading nahi krni chaye

          agar humara mind fresh na ho to humay trading nahi karni chahiye kyun keh fresh mind kay sath he hum forex trading kay bary main theak say soch samjh sakty hay aur jitna ziada active humara mind ho ga utni achi trading kar sakty hay es liye humay esmain ziada mehnat karni chahiye aur fresh mind kay sath he kam karna chahiye
          "The mind is everything, What you think you become"
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: mind frish na ho to trading nahi krni chaye

            Ap ny sahi kaha hai trading k doran ap ka mind fresh hona bohat zroori hai agar ap ka mind fresh nahi hai to apko chahiye k thora rest kar ly ta k ap ka mind fresh ho jaye ta k ap achi tarha trading kar saky.

            اب آن لائن

            Working...
            X