Kiya achi trading k liye English aana lazmi hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya achi trading k liye English aana lazmi hai
    Forex trading Mai kam karny ke liye restriction bohot he kam hai aur ager app ke age 18 say vice hai aur app Kahin b rehty hon aur app ke jo b qualification ho app forex trading ka business kar sakty hain .
    Lakin forex trading ke learning k liye qualifications aur English language ka aana kafi dafa zaroori Hota hai aur ager achi taleem aur English na ho tu fundamentals ke samajh anna b mushkil jo jata hai , kion ke forex say related news aur analysis ziada tar English Mai he available Hota hai . Jis say English say nawaqaf traders ko kafi masla Hota hai .

    App k khayal say jis ko English na ate ho iss ko yeh forex ka business join karna chaiye ya nai . Aur ager join Kary tu kis trah say kam karna chaye ???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai ap nay bhot hi acha point discuss kia hay aor ma ye samjhta hun kay forex trading aisa business hay jis ko koi bhi banda join kar sakta hy aor as kay lia education ka huna mere kheyal ma itna zarori nhi hy jitna kay hard worker huna zarori hay ap jitni mehnat karo gay apko otna hi faida huga dosri baat English ki tu jo bhi banda is forum tak ponch aata hay wo kam az kam itni English zaror janta hy jo oskay matlab ki hay is lia English ka maahir huna ye bhi zaroori nhi hay aor ye bhai mera point of view hay hu sakta hay ghalat hu.
    • #3 Collapse

      Wesy to wo log jin ko English ki zyada samj ni ati wo bhi Forex trading kr sakty hain lakin agr kisi ko English ati ha or us k pas achi taleem ha to wo trading me kafi agy advance level pe ja sakta ha
      • #4 Collapse

        G ni jnb English aanan aik acha positive point hai mgr aap yeah ni keh saktay aik acha honain k liye English ka hona zarori hai aisi bht c apps forum moujood hain jin say aap trading k baray main bht kuch seekh saktay ho beghair English k
        • #5 Collapse

          dear English aik international zaban hy ager ap ko english aty hy to ye bh best hy lkn forex trading main English ka na ana koi matter ni yahan tak ke aik uneducated admi bh forex trading ker sakta hy lkn ager ap ko english aty hy to ye ap ke liy aik plus point hy keon ke fundamental analysis ke liy ashy engine hony chay
          Signature removed by moderator
          • #6 Collapse

            bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum english ko learn karn start karda q ka ager hum ko english aytte ha to per hum ko kahee pa mushkil nhi hote ha esleya hum ko chaheya ka hum english ko learn karna start karda to teak rahaa ga..........
            • #7 Collapse

              G bilkul achi trading ma English ana lazmi ha agr humy english ni ati toh hum achi trading ni kar sakhty isi trah agr humy English ni ati toh hum nakam ka
              • #8 Collapse

                English zarori hey dosto forex trading k learning k leye fourm py to ap urdu men posts aor thread kar k bounus hasil kar sakte haen laikin lecture aor videos youtube waghera py ap ko english men milte haen jin ko smjhna zarori hota hey learning k leye aor learning bahut hi zarori hay forex trading k liye forex trading men learning kar hi kamyab howa ja sakta hey
                • #9 Collapse

                  nhe gi trading ke liye to knoledge ka hona zaruri hota he jis ke pas knowledge he wo ek kamyab banda he jese ke me han lekin ek bat6 aor he har banda is ko use nhe kar sakta q ke harb kisi ke pas knowlege itna nhe hota aor me to kihta hun ke insaan koshish zarur kare
                  • #10 Collapse

                    G bhi bilkul theak forex par work wo b kar sakty jo english nahi bol sakty but jo english bol skty he wo es km me buhat agy ja sakty lakin es kam me forex ka knowledge lyna chaye jis k pass forex ka knowledge ho to wo forex k kam ko esily kar skta ha.
                    • #11 Collapse

                      Trading ka english say koi lena dena hai agar ap kay pas english ka zayada knowledge nahi hai ya ap english nahi bol patay to no problem ap easily phir bhi work kar saktay hein forex main.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya achi trading k liye English aana lazmi hai

                        forex maio tarding karny ky liye hamy english ke nahi balky ache urde ke samj zarore hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko asane sy pura kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya achi trading k liye English aana lazmi hai

                          forex mai hum sada urdu mai trading karty hain hamy is mai english ky worlds zada istamal nahi karny chahey forex aik mai hum kam karty hain to hamy bonus milta hain hum internet py babypips py learning hasial kar sakty hain or ache learning ky bad hamy market ky rules ko follow kar ky kam karna chahey
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya achi trading k liye English aana lazmi hai

                            g nahi bhai jaan aes anahi hai kee ham ko as main kam karna hai tu ham ko as main english ana zarory nahi hai as main ham urdu se bhi ham as main acha trader ban sakte hain agar ham as main mihnat kare tu ham asea kar sakte ghain as main ham ko ache se kam karna chhiy hai tu hi ham kamyab hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X