Macd indicator ki best strategy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Macd indicator ki best strategy
    Dear agar aap apnay insta forex bonus account per bot paisa kamana chatay hain to.
    Aap is strategy ko ghor say daikhain.
    Aap ne apnay insta forex bonus account ko login kar kay Chart per moving average 12 or 26 select kar daina hai.
    Us kay bad macd indicator laga lain.
    Or Or macd indicator ki basic setting 12 26 9 ki rainay dain.
    Jab aap ko chart per or macd per jab kabhi bhi aik sa signal dikhay aap trade laga dain.
    Aapko bot profit ho ga. 70 percent aap ko ye strategy acha profit day..
    World trading main sab say best indicator hai..
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
    Dear agar aap apnay insta forex bonus account per bot paisa kamana chatay hain to.
    Aap is strategy ko ghor say daikhain.
    Aap ne apnay insta forex bonus account ko login kar kay Chart per moving average 12 or 26 select kar daina hai.
    Us kay bad macd indicator laga lain.
    Or Or macd indicator ki basic setting 12 26 9 ki rainay dain.
    Jab aap ko chart per or macd per jab kabhi bhi aik sa signal dikhay aap trade laga dain.
    Aapko bot profit ho ga. 70 percent aap ko ye strategy acha profit day..
    World trading main sab say best indicator hai..
    Dear aap ne macd k bare men kafi achi explain ki hai but jahan tak main smajhta hoon to hamen indicators pe bilkul bhi depend nhi krna chahiye q k indicator se hamen loss hi hota hai
    Agar ham aoni trades ko analysis k bajye indicator pe chor dete hain to ham kabhi bhi kamyab nhi ho pate hain so hamen apni skills se hi kaam lena chahi
    • #3 Collapse

      Jnb aap nain bht achi BT share ki hai lakin main aapko batata chalon k yeah aik lagging indicator hai is PR aap amal kar k hundred percent profit ni kama saktay is liye aap khud analysis karnan seekhain Ayr aik say ziada indicator use karain ..
      • #4 Collapse

        MACD indicator aur parabolic SAR dono aik hi terha ky indicators hain jesy parabolic sar main dot jab shift hota hai tou same time main MACD indicator main line shift hoti hai up sy down ya down sy up jo kafi dair tak same direction main rehti hai aur ham usi waqat trade open kerain tou kuch earning hasil ho jati hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Assalamualaikum bhaijaan Forex trading ke liye aapne Bahut Achi strategy indicator bataya hai Dekhe Mere Bhai MACD Ek bahut perfect indicator hai ISME BULLS POWER bears POWER hoti hai according to indicator indication aapko trading leni chahiye Forex trading member apni strategy or planning Banake support resistance ke hisab sy zeyada management kr ky trades open kro.

          اب آن لائن

          Working...
          X