Market analysis kr kay trading karain too trader ko faida ho ga
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market analysis kr kay trading karain too trader ko faida ho ga
    agr market ka teak say analysis kr kay trading ke jaiy too trader ko faida ho aur profit ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    hn g dear apki bat bilkol teak ha forex trading ma anylsis bout important hoty hn dear forex ma anylsis do tra k hoty hn aik fundamental anylsis or dosry technical anylsis .agr hm forex ma achi trading karna chaty hn tu hmain anylsis ko bout study karna chaiy is sy markit k next move ka bout achi tra andaza ho jata ha
    • #3 Collapse

      G Hn Dosto forex trading ma agr ap ny kamyab hona hy to es k ly zroori hy k ap ko market analysis kry phr he ap ko koe faida ho ga es k ly ap hamesha news sy attach rhena ho ga tak k ap Acha analysis kr skhy or jb Acha analysis kr lia to phr ap ko profit he ga loss ni ho ga
      • #4 Collapse

        trade lagany se pahly market ka analysis bhot zarori he.agar andazy se trade laga di jae to zyada chances hoty hen k trade loss mein chali jae gi.agar bari trade lagai he to account bhi wash ho jata he.koshash karen k trade lagany se pahly workout kar lea jae.
        • #5 Collapse

          Bilkul thek kaha k forex trading mai hamesha koi bhi trade lagany se pehly apne analyzes ko lazmi daikhna chahiye aur uske saath latest news ko bhi daikhna chahiye q k news bhi bohat aasar andaz hoti hain agar in sab cheezun ko nazar mai rakh k trade Karen gy to trade lazmi benefits daiti hai.
          • #6 Collapse

            agar aap achi trha se analysis karke trading kartey hein to uska yeh faida hota he keh apko loss bohot hi kam hota hey aur apki trade exact point par hi jakar close hoti hey aur apko koi tention nahin hoti hey but agar aap without analysis ke trade kartey hein to phir apki trade hawa mein hoti hey aur koi pata nahin hota keh loss hoga ya profit hoga
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              G han jnb aap nain bilkul sahi kaha hai hamesha signal k saharay aik achi trading kni ki ja sakti is liye apnain andar yeah ability payeda karain k aap khud analysis kar sakain air posti g karain analysis k sath air trading main bhi is ko apply karain
              • #8 Collapse

                ager hum forex mien market ko analysis kerty hien to es ka yeh he fiada hai k es mien hamain pata chal jata hai k marekt is side per jana hai ager marekt ka trend buy ka ho ga to hum es mien aa ker buy kerty hien or ager sell ka hai to hum es miensell ker dety hien
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: qaiserabbas786 پيغام ديکھيے
                  agr market ka teak say analysis kr kay trading ke jaiy too trader ko faida ho aur profit ho ga
                  Dear ap nay theak kaha hay market ko analysis kar hi trading karni chahiye us sy hum acha profit earn kar sakty hain technical aor fundamental analysis dono hi karny chahiyen market py q k jab ap technical analysis karty hain aor us k bad news aa jati hay jis pair ap trading kar rahy hoty hain news ap k mukhalif aati hay to ap ko big loss ho sakta hay is liye fundamental analysis bhe bahut zarori hay trades open karny sy pehly
                  • #10 Collapse

                    Dear forex mai ap ko aik he cheez start mai karni ho gii wo hai learning q k jab tak ap learning nhn karo gy ap ko kch hasil nhn hone wala aur ap at the end loss he karo gy es iye ap ko mehnat k sath he kaha jata hai es liye ap ko smjh k kam karo gy es liye ap ko earning karne k liye faid ahiasl karo...
                    • #11 Collapse

                      analyis ka matlab hai tajzia karna aghr hum apni trading main analys kar k trading karty hain tu hmain apni trading main faida milta hai q k jub hum apni trading main risk ko kam karty howe trading karty hain tu hmain loss hony k chances akm ho jaty hain or hum apni trading main acha profit eran kar lety hain es liye apni trading ko analys kar k karna chahye
                      • #12 Collapse

                        Forex trading business mein achi trading ap tab hi kar saktay han aur profit earn kar saktay han jab ap market ko dekh kar samjh kar aur analysis kar k trade open karain gay kiok analysis k baghair agr trade open kartay han tu is mein loss hi hota hy
                        • #13 Collapse

                          Dear ffiend forex main kameyabi asi bat mai hy gab bhi ap trading karen to as sah pahkg marmet ko achay say analeses kar lain as say ao ko market k next movement ka andaza ho gay ga aur ap go bhi trade karen gay as say ap ko loss nahi hoga aur ap ki trade profet wali hogi
                          • #14 Collapse

                            G han bhaii jan forex ka asool hai learing analysing forex mn hum us tym tak kaam nahii krskty jb tak jmhumy learing nahii krty hein aor esii trha tamrading kaa bhi asool haii hai bgair analyasing kui bhi hum trade najii lga skty heun kuch members lgatu to heinn jo ky bohat harmfull and dangrous hota haii jiskii waja see nuqsan ho jata hai Market analysis kr kay trading karain too humy eska estrja kii trader ko faida ho ga aor hum nuqsan see nch sakeun gy..
                            Mehnat Me Azmat hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Trade lagany se pehly market ko analyse kerna shert hai. Baghair market ko analyse kiye trade ladana asy hai jaisy andhery mein teer chana hai. Is liye zaroori hai ager trade se profit hasil kerna chahty hain to analyse kerna seekhein aur market ko achy analyse kerein phir trade lagain phir ap ko faida ho ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X