Forex trading mai kamyabi k leye hemat kabi nahi harna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mai kamyabi k leye hemat kabi nahi harna
    Ye ik genuine fact hai k aksar log tore ziyada koshish kar k henat har daite hai aor esko leave kar laite hai ab es tarha ki agar apke saat be situations aye tu bilkul be gabrana nahe chaheye aor hemat kabi nahe harni chaheye balke sabit qadmi say har cheez ko face karna chaheye aor os waqt taak struggle karna chaheye jab taak ap kamyab nahi hotay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother assalamualiakum no doubt forex trading main bahut zaida sabar aur patience ki zrorat hoti hai aik acha trader bannay k liay aur kamyab aur successful honay k liay es k liay hain lazman sabro tahimal say kam layna chiay aur himmat kabi nei harni chiay
    • #3 Collapse

      trading shoro karny k bad starting mein kuch khas out put nhe milti aksar account wash jesi problem ka samna karna parta he lekan himat nhe harni chahye.try karty rahen jab experience ho ga tab trading se kuch hasil hota hy.profit k lye thora wait karna parta hey.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        forex traing aik risky business hai leken es main aghr mahnt ki jay tu aik din amybhi zaror milti hai es liye kbhi bhi loss hony par himat nahi harni chahye try try agin ki base par trading main ajmey rahen aik din ap es mainz aror kamyb ho jaety hain or ap es main acha profit bhi earn kar lety hain es liye himat ko kbhi bhi har main nahi badlini chahye

        اب آن لائن

        Working...
        X