Bounus account say trading mushkil hai ya asaan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bounus account say trading mushkil hai ya asaan
    ​Dear forex members assalamualiakum meray yah tamam forex members say sawal hai k bounus account say trading asan hai ya mushkil benisbat real account trading k. aur agr asan hai tou kasiay hai aur agr mushkil hai tou kia difficulties hoti hain bounus account trading say plz apni raey ka izhar karain aur apnay knowledge say mustafeez karain thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    trading to mushkil hi hy chahy wo bounas pe ki jae ya investment se.jab tak trading mein experience nhe ho jata profit milna mushkil he.trading ko asan banany k lye knowledge hasil karen.expert hony k lye sakhat mehnat ki zarorat hoti hy.
    • #3 Collapse

      Waliakum salaam dear account jo bhi ho chahi ap bonus account say trading kar rahay hu ya deposit account say same hay aor dono say mushkil hay is lia apko pehlay demo ccount pe practice karayn ta kay apko kuch ilm hu jay kay kesay huti hay ye trading aor jab ilm hu jay tu pher jis say marzi bonus hu ya khud deposit karwa kay trading kro ghy apko profit hu ga.
      • #4 Collapse

        dear mairy khayal ke mutabik to bonus account per trading asan banisbat real account ke ,in dono main jo difference hy wo sirf fear ka hy fear aik aisa factor hy jo ke ashy trade ki rah main rukawat hy ,isi liy hum real account per ashy trading ni ker sakty keon ke hum ko dur hata hy apny investment ki loss ka
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          forex trading main trading method aik he hai aghr hum bonus par karty hain yah personal invest se karty hain mahnt donu main hmain karni parhti hai bonsu par trading karny main hmain yah fada hota hai k hmari jaib se hmain invest nahi karna parhti hai hum bonus se e invest kar k apni trading kar k earning gain akr lety hain or es main mushkil wali koi bat nahi hai knowledge ho tu boht asan hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Bounus account say trading mushkil hai ya asaan

            forex mai jab hum demo account mai trading karty hain to hamy bonus milta hain or hum is py real account mai trade be laga sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain yai aik legal business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain yai pakistan mai be legal ban cuka hain yai aik online business hain

            اب آن لائن

            Working...
            X