Kon sa indicator behter hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kon sa indicator behter hey?
    Mere senior members se yeh sawal hey keh forex trading main jo newcomer hain un key kon sa indicator behter hey aor unko kon sa time frame un key liay behter hey takeh jeb tak unki skill behter nhen ho jati utny tak woh kuch na kuch earn ker lain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    sary indicator achy hen wo trade lagany mein aur profit hasil karny mein kafi helpfull sabit hoty hen.indicator se trade lagana bara experience ka kam hey.agar indicator ka apko mukamal elam hy to ap us se faida utha sakty hen.indicator use se pahly uski study karni chahye.
    • #3 Collapse

      bhai forex trading main boht se indicators hain jin ko hum use kar k apni trading ko bahtr bna skty hain es liye jo forex main trading k liye indicators zeyda use hota hai wo avourage price action hai es k ilwa or bhi boht se indiactrs hain jin se hum trading kar skty hain jin main Febonanci or SAR or stcohastic zeyda mashoor hain
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Kon sa indicator behter hey?

        market main jo bnew comer hain un ko trade main kam karny kay liye indicators ka use karna hota hay jis ki help say market main stay karna kafi best ho sakta hay is main humain anlaysis kar kay or indicarors ka use kar kay trade main aoan order ko place karna hota hay jis say trade karna huamry liye kafi asan ho sakta hay or loss b km say km hasil ho sakta hay

        اب آن لائن

        Working...
        X