Forex trading mai ziyada stress kab feel hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mai ziyada stress kab feel hota hai
    Forex trading mai ziyada stress taab feel hota hai jab koi loss kar jata hai jeski trades loss mai chale jate hai q k loss kesi ko be acceptable nahi lehaza esko easily accept karna shaid mushkil hota hai es leye stress automatically insan feel karne lagta hai ye ik natural cheez hai jo forex k saat linked hai es mai koi khas pareshani ki baat nahi
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex mein trading mein loss and profit dono hi hein aur dunia ka koi bhi bara trader ho woh is mein loss bhi karta hey aur profit bhi karta hey isilye hamen bilkul pareshan hone ki zaroorat nahin hey hamen always fully confidence se trade kartey rehna chahiye aur learn bhi kartey rehna chahiye aur phir aik din aisa ajata he keh hum loss bohot hi kam aur profit bohot hi ziada karne mein kamiyab ho jatey hein.
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      sab se pahly to preshani us time hoti hy jab tawaqu se bounas kam milta hey.jab ham koi bari trade lagaty hen aur wo loss mein chali jati hy aur account wash hony k qareeb hota hey.ustime bhot zyada mentaly stress develop ho jata hey.to trading bhot hi tahamal se karni chahye.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Dosto forex trading ma stress ma wo trader hota hy jis ki trade loss ma gai ho or ye loss zyda b ho skta hy or Kam b jo bry trader hoty hy un ki trade agr loss ma Chli b jy wo phr stress ni feel krty Bilkay hamesha positive rhety hy or hr trader ko krna b aisa he chy kbi stress ni feel krna chy

        اب آن لائن

        Working...
        X