Professniol trader behaviour on loss
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Professniol trader behaviour on loss
    Loss trading ka hisa a is m jha Humy profit hota a is k sath loss b o jata a ik Professniol trader loss ke soort m kbi b dishurt ni hota aur us ko normal leta a agr hum loss ke waja se peryshan o jay gy to kbi b Apni trading m agy ni br pay gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    daer yi kam hy hi mind set ka ager hm log apny emotion py contrl kar lyty hy tu kafi had tak hm log loss sy bach sakty hy is market mai baki ap ki ady sy ziyada kam apny lot size ko account ky hisab sy rekhny mai hy or over trading nahi kerni chahiya us ky bad ap ko saber sy kam liana hy yi chand chezy hy ager in per amal kar liya tu kafi had tak ap loss sy mehfoz ho jay gy or loss sy ghbarna nahi chahiya agr account safe hy tu 2bara cover bi ho sakta hy.
    • #3 Collapse

      Dosot forex trading aik profit or loss ka business hy es ma agr ap ko profit hota hy to kabi ap ki galti ki wja sy loss b ho jta hy es ly hmain loss ki soort ma kbi dil pr ni lyna chy profession trader kbi b loss pr emition ni hoty or na he wo loss apny dil pr lyty hy wo loss hony ki soort ma b normal hoty hy or normal tariky sy he trading krty hy lkin wo us galti pr zroor analysis krty hy k mjh sy aisi knsi galti hui hy jis ki wja sy mjy loss hua or wo khoshish krty hy k dbra kbi aisa loss na ho or na he kabi galti ho hmain b un ki trha he chlna chy
      • #4 Collapse

        Professional trader ko jab loss hota hai tou woh uss sae perashan nahin hotay jab kay woh loss per uss ki wajah talash kartay hain aur aisa karna bhi chahyea iss lye kay iss sae aap next time kay lye uss mistake ko repeat nahin karain gay
        • #5 Collapse

          daikhain dear profit aur loss trading ka aik hissa hai too y soch too rakhni nhe chahaiy koun kay aysay koi kam bhi aap world ka nhe kr sakty hooo
          • #6 Collapse

            Paheli baat tou yeh hai kay professional traders apni trades mein bahut zayada safeties rakhtay hain jis sae unn kay loss kay chanceas bahut kam hotay hain llakin agar unhain loss hota bhi hai tou woh uss per perashan nahin hotay balkay jis wajah sae unn ko loss hua hai woh uss ko apna experiment samajh kar uss sae seekhtay hain aur uss sae unn kay experiance mein izafa hota hai
            • #7 Collapse

              loss and profit is the part of business aur aik achey trader ke yehi nishani hoti he keh agar usko loss ho bhi jaye to woh bilkul dishaurt nahin hota hey aur apni learning ko continue rakhta hey aur bohot hi jald woh achi trha se kamiyab ho jata hey aur phir se profit karne lag jata hey
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                ge han ap ka sawal buhat acha hai ke ak professional trader loss main kya karta hai aur apni loss ki waja se preshan nai hota use normal lyta hai is main wo itminan se kan kaer hai aur is main is ko recover mkarne ki kosish karta haiis main wo apne loss ko sakoon se recover kar lyta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Professniol trader behaviour on loss

                  market main jo log professional ho kar kam kar rahay hain un ko b loss ho sakta hay agr loss hota hay to mistake karny ki waja say hi hota hay youn hi market main loss nai hota hay so un ka b trade ko mazeed sikhny ka hi rujahn hota hay so market main kam karny kay liiye humain active ho kar trade ko sikh kar kam karna ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Professniol trader behaviour on loss

                    aik professional trader ko jub loss hota hai tu wo bilkul bhe tention nahi laita usko pata hota hai k ager tnetion lay gea tu main apny loss ko kbhi bhe recover nahi kar sakon ga iss leay hmain bhe loss hony k bad normal rehna chheay iss say ap ka mind main presure nahi rehta aur ap relax ho kar apna loss recover kar sakty hain.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Professniol trader behaviour on loss

                      forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota professional traders loss ky bad thence nahi hoty balky apne galtiyo py gur kar ky kam karty hain or loss ko avoid kar ky acha bonus earn kar sakty hain forex aik real business hain
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X