Agr hum ko Apny Anylsis se kamyabi na mily to

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agr hum ko Apny Anylsis se kamyabi na mily to
    Dears humri trading ka Sara focus humray anylsis pr hota a agr humray Anylsis theak ja rhy hoo to hum profit Ke tarf jay gy aur agr humray anylsis fail o rhy hain to loss o ga
    Agr humray Anylsis k bawjood Humy loss o rha a to humy Apny source ko revist karna o ga Apni news k source ko change Karna o ga is k elwa Apny senior collegue se mshwara lena o ga ya k humra Anylsis behter o aur Hum loss se bach skhy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aap ko pata hona chahiye K agar aap ko Apne analysis se successful nahi ho rahi.
    To aap ka psychology kal problem hai kya ok analysis Akshara thik hote hain forex market mein.
    Shera of psychological matters ki wajah se money management ko follow nahi karte jese wajah se aapko analysis karne mein kaafi Jyada dushwari Hoti Hai Akshara trades aapki favour main Jati Hai Lekin aapka trading lot size increase hota hai thoda sa loss Dekhkar Pareshan ho Jate Hain aur aap apna trade loss me close kar dete hain.
    Jab aap machine loss ko recover karne ke liye trading karte hain to aapko Aur Zyada tension hoti hai aur tension mein aap mistakes karte hain aur technical analysis Sahi nahi karte aap ka entry. Achha nahi hota jese wajah se aapko bonus account wash karne ka mauka Mil Jata Hai.
    • #3 Collapse

      brother ap ki bat theek hy bary sy bara trader bo ho laikn yi zarori nahi or kabi bi aisa nahi hoya ky her trader ka kiya giya analysis theek hi ho her dafa lazmi us ka kbi na kbi galt ho sakta hy ager ap nu sahi jaga per sahi analysis kiya hy or market us ky against move kar rahi hy tu ap ko daikhan chahiya lazmi us ky pechy koi na koi news ya us country ka koi na koi masal ho ga .
      • #4 Collapse

        Pyare bhaiya Aisa ho hi nahi sakta ke aapko knowledge Se kamyabi Na mile Forex trading mai knowledge ke liye aapko struggle karna Hoti Hai struggle ke liye Pakistan Forex forum join karna Hota Hai uske baad real trading start karna hoti hai real trading main aapko management karna zaroori hai dear Forex trading member aap ko Maloom hona chahiye ke Jo log koshish karte hai ALLAH Tala Unki madad karta hai
        • #5 Collapse

          Agar humain apnay analysis sae kamyabi nahin hoti tou lazmi uss kaam mein hum kuch ghalt kar rahay hain aur humain uss ki samajh nahin aa rahi aur humain uss waqt kisi ki help zaroor leni chahyea kyun kay dou zahen mil kar kuch acha hi sochain gay
          • #6 Collapse

            Agar humain apnay analysis sae kanyabi nahin ho rahi tku humain kisi expert tradermki help lani chahyea aur koshish karain kay trade beghair confirmation kay place na karain aur senior teaders ki help sae apni mistakes ko khatam karny ki koshish karain aur unn mistakes ko dobara repeat na karain
            • #7 Collapse

              jb ap tarding krhe ho ap ko analysis nhi hora tu ap kahi mistake kre hae ho skta h ap acahe se trading nhi kr parhe ap ko meri suggestion he kisi senior se mashwera lae jise ap ache se analysis kr ske
              • #8 Collapse

                Forex trading business mein kaamyaab honey k liye aur profit earn Karne k liye analysis zaroori hy aur ap ka analysis theek nhi hy aur analysis kartay han lakin phr bhi loss hota hy tu zaroori hy ap ko analysis ka experience nhi hy aur analysis theek nhi hy js se loss hwa is liye agr analysis ki samjh na aaye tu experience trader se zaroor help laini cahaiye
                • #9 Collapse

                  Re: Agr hum ko Apny Anylsis se kamyabi na mily to

                  jab hum acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe analysis ko use karty howe kam karty hain to hum market mai run kar jaty hain ro acha profit gain kar lety hain lakin agar hhum bager learning ky analysis ko use kry gy to ahmy loss ho jy ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Agr hum ko Apny Anylsis se kamyabi na mily to

                    jab analysis karty hain to is main ho sakta hay kay is analysis say humain kamyabi nai mily to humain is main kafi mehant say kam karna ho ga again analysis karna ho ga jis say trade karna kafi asan ho sakta hay practice karna ho ga or is main humain agr sucess hasil karni hay to demo main analysis kar kay stargy ko use karna ho ga
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Agr hum ko Apny Anylsis se kamyabi na mily to

                      Dears hamare analysis ka trading main bohat important role hai.agr hum apni trade ka analysis karen tu hum apni benefits aur loss per cater ker sakte hain.aur dosri bat humen apni trade beghair soche samjhay benefits aur loss ke krni chahye.is se aap succeed hun gy.thanks

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X