Assalamualaikum dear me AP SA aik bat share karna chahta Hun keh ham sub forex trading Kar rahe hoty Han to ham sub mil Kar aik team ban Kar Kam Karan to ham sub ko faida ho sakta hai aur ham sub ka masly bhi solve ho sakty Han aur kisi ko help chahya ho to woh bhi Kar sakty Han to ham sub ko aik team ban Kar work karna chahya es mein ham sub ka faida hai ..
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим