News time pae khud ko control karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News time pae khud ko control karain
    Dear members news kay waqt market mein kafi tezzimhoti hai kabhi market down aa jati hai tou kabhi up chali jati hai iss dauraan mein hum jaldi sae market ki movement ko dekhtay huay trade open kar letay hain aurmuss waqt hum nay market kay analysis nahin kye hotay kay market nay jana kidhar hai hum market ki tezzi per trade open kar letay hain jis ki wajah sae baad mein humara loss ho jata hai iss lye mein yehi kahun ga kay news kay dauraan khud pae control rakhain aur koi bhi decision soch samajh kar lain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading mein apnay jazbaat ko control karna seekhain aur aisa karnay sae aap ka trading mein loss control mein rahay ga aur specially news time pae bahut saray traders market ki tezz movement ko dekh kar trade tou laga letay hain lakin iss tezz movement mein market retract bhi bahut tezzi sae karti hai jis ki wajah sae bahut zayada loss ho sakta hai iss lye news mein trade open na karain
    • #3 Collapse

      yes dear aap ki baat bilkul thik hai Jab forex market main news time ho to Hame Apne Upar control Rakhna chahiye aur Hame Apne emotional feelings to control karna chahiye Kyunki aap ko pata hona chahiye ke forex market major news Aati Hai To Hum Apne andar emotional factors control nahi karta hun main Kafi Jyada hone ke chance Hote Hain.
      Hame chahiye Humko Swagat forex market me trading Kare Jab Hum forex market Mein acche analysis kar sake or technical analysis ki buniyad Pur support August interiorz ke upar armatrading Karni chahiye Hame news trading nahi karni chahiye Kyunki, calendar ke upar trading karna kaafi Jyada Mushkil Hota Hai..
      • #4 Collapse

        g jnb apki bat thk hy bilkul e hmy news trading k dauran buht ahtyat sy kam laina ho ga. Q k us wqt market ki movement khtrnak hoti hy jo k hmari trade ko minutes me loss ki trf ly ja skti hy . Is lye news trading k wqt care full rehna chahye.
        ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
        • #5 Collapse

          Assalamu Alaikum dear Forex trading members aap ko Maloom hona chahiye k news time pe trading karna risk full Hota Hai Lekin agar aap ki straight ji aur planning achi ho to Apne account ka Mange Kiya Hua ho to apko news time pe minimum lot size ke sath risk Lena Chahiye ya pending orders please karna chahiye jisse aapko accha fayda hasil ho sakta hai
          • #6 Collapse

            jahan tak mera khayal hai news kay time har banda yeh kehta hai kay usko profit ho aor wo big lot size say trading karay lakin bat yeh hai kay news kay time movement bohat fast hoti hai aor us time apko idea lagana bohat mushkil hai kay price up hogi ya down.
            • #7 Collapse

              apki baat sahi hay agar hum news time par khud par control karen gay to he hum market main safe reh sakty hay humay esmain jald bazi bhi nahi karni chahiye kyun keh jald bazi say market main kabhi earning nahi hoti ulta esmain loss ka samna karna parta hay humay esmain sabr say he kam karna chahiye
              • #8 Collapse

                Bulkul jab market season up down position pe ho to ap ya to wait kr len k market konsi side pe ja rhi agr movement of market k during trade kr rhe to phir probability ye bhi hai ya profit ho ya loss ho q k kia pata trade open k baad market knsi side jati hai up hui to profit down hui to loss iss lye i guess apko analysis proper krke hi trade krni chaye.
                • #9 Collapse

                  Dear friends yah bat to ham sab achi tarah jantay hain kah news say market odd movement show karti hay esleay news anay par hamain jaldi say trade open nai karni chaheay bal kah jab market ka trend samajh aa jay to phr trade open karni chaheay otherwise hamain wait kar lena chaheay.
                  • #10 Collapse

                    Re: News time pae khud ko control karain

                    forex mai new py hum trading kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain yai aik international business hain yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain is mai hamara koi boss nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: News time pae khud ko control karain

                      Jab forex ki news a rahai hoti hain to mukhtalif mulko ka data a raha hota hay aur sath sath market bhi fast say fast move ker rahi hoti hay. kuch trader to shyd us time trade main hotay hain. lakin kuch trader us time trade main nahi hotay aur fast move ko dekh ker wo trade laga detay hain. aur confirm nahi kertay. ye boht bara risk hota hay. is liye news kay time per khud ko control karna chahye.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: News time pae khud ko control karain

                        forex mai hamy news ko daily dahkna chahey hum is py trading be kar sakty hain hum raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain forex aik online business hain hum is mai investment kar ky be acha profit gain kar sakty hain or hum is mai live trading be kar sakty hain yai students or house wife's ky liye bohat ache job hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X