Agr aik trade loss mein hai to dosri same currency par trade karna???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agr aik trade loss mein hai to dosri same currency par trade karna???
    Assalamualaikum Bhai me ny dakha hai keh aksar log aik currency par agr trade lagaty Han buy ki to woh agr loss mein chali jati hai amto woh jaldi SA usi trade ko sell ki trade laga daity Han Jo bahot Galt hai ayr asa NI karna chahya ku keh market ka koi pata ni hai keh kis time Kahan move Kary aur agr AP aik trade lagaty Han to loss stop loss laga Lyn woh apki aik safety hai aur dar Kar dosri trade na lagayn....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    w salam my dear aap ka sawal kafi acha hai aap anay teak kaha hai kay agr aik currency loss main hai too aap ko daikhna chahiay kay loss main koun hai us ka analaysis krain aur phr us per profit earn krain
    • #3 Collapse

      walikum salam daer jis ter ap trade ki bat kar rahy ky ager ik hi pair mai buy kiya hy tu phr sell kar dayty hy is trha ki trade ko hedg karna kehty hy per wo tab ki jati hy jab ap ky account ky wash ka khtra hota hy tu kai trader hedg karty hy jis ki waja sy jb buy wali profit kr lyty hy tu us ko band kar ky w8 karty hy or phr sell wali band kr ky account ko bacah lyty hy.
      • #4 Collapse

        SBI Agar forex market main hamari ek trade Kisi Ek currency pair ke upar loss mein chal rahi hai Tohar main dusri Trade Centre Ranchi care ke upar open nahi karni chahiye.
        Lekin aap ko pata hona chahiye kya Hum Log send currency pair ke upar apni trades open karte hain aur Hame axelos hota hai lekin Hume forex market main basic technical analysis.
        Agar Hamein basic technical analysis create thredds open karni hai to Hame forex market Mein major trend ko follow karna hoga.
        • #5 Collapse

          G han ap ne theek kaha aksar trader ye galti karte hain k aik lot loss main jane k bad dosri lot oposite side par lga dete hain profut k chak main jonk boht galat tarika haybis tarha humain again loss bhi ho sakta hay kiu k market ki movement k bare main kisi ko nai pta hota k kab kidhar move kar jaye is liay aesi mistake na karain ap.ko loss ka samna karn pare aur ao ki galti ki waja se ap.ka account bhi wash ho jaye
          • #6 Collapse

            G hn dosto forex trading ma aisa bht hota hy jb b koe trader koe trade lgata hy agr wo buy ki lgta hy jb k market nechy ko jna shero kr dyti or jb os ko loss hony lgta hy wo soch hy k market nechy ko jy gi or ma ny upr ko lgai hy khe zyda loss na ho jy wo buy ki close kr k sell ki lga dyta hy or ho skta market thori si nechy jani ho or phr upr jani hy or agr aisa ho jta hy to os ka phela loss or ab ka loss mila kr kafi ho jta hy es ly hmain wait krna chy achi trha sy market phr jb koe pki news ho to change krni chy trade
            • #7 Collapse

              aap aik time mei 2 trades laga saktay ho masla nahe hay magar aap ne jo aik trade buy mei lagatay huway loss ko dekh kar dusri sell ki lagani baat ki hay wrong way hay hamesha jo bhi trade kro analysis kay saath karnay kay wait karna chaiye aap ko jab tak stop loss ya take profit pe trade ka decision na ho jay aap mazeed trade na lo magar aap ka capital strong ho acha ho aap planning se aur trade kar saktay ho...
              • #8 Collapse

                agar hum market ka analysis kar kay trade karen gay to hum esmain loss kay risk ko kam say kam kar sakty hay humay chahiye keh esmain kisi kisam ka lalach bhi na karen kyun keh lalach kay chakar main market main kabhi bhi earning mumkin nahi hoti aur es waja say bohat sari trades bhi open kar li jati hay
                • #9 Collapse

                  Dear friends, ek hi pair pa sell aur buy ki trades open karna bewakufi hay q kah agar ap sell ki trade loss main ja rahi hay to lazmi nai hay kah ap buy ki trade say profit earn kar lain gay q kah aisa bhi ho sakta hay kah jab ap buy ki trade open karain to market downward chali jaay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Agr aik trade loss mein hai to dosri same currency par trade karna???

                    forex mai agar hamya aik trade mai loss ho raha hain too hamy dosre same currency py lagane chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik online business han hum is mai investment be kar sakty hain or hum is trading be kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Agr aik trade loss mein hai to dosri same currency par trade karna???

                      Ager koe aik trade loss main hay to kuch log usi trah ki currency per trade ker letay hain jesay kay ager eurusd per trade lagi hay aur market trader kay mukhalif move ker rahi hay to wo usd chf per us ay ulat trade laga day ga. is tarikay ko hedging kerna kehtay hain. is main koe khas profit nahi hota hay. is liye simple trading kerni chahye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Agr aik trade loss mein hai to dosri same currency par trade karna???

                        forex mai hum currency or pairs mai trading karty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain hum or apne zarorto ko pura kar sakty hain yai dunya ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain pr yai pakistan mai be legal ban cuka hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Agr aik trade loss mein hai to dosri same currency par trade karna???

                          ya waqi theek kaha hay ap na k trader ya gulti ker jtay hain k eik trade ager sell per li hay oar who loss per chali jati hay to eik oar trade laga latay hain ,buy ki , oar ya bahot galat bat hoti hay q ka is say na to hummaray profit hota hay mager thora sa loss zaror hota hay is liya gubrana nai chaay oar confidently mukabala kerna chaya
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Agr aik trade loss mein hai to dosri same currency par trade karna???

                            agar auik trade loss mai hain to hamy same use currency py dosre trade nahi lagane chahey q ky hamy loss ho jy ga forex aik aas business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik ahin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka qasur nahi ho ga forex aik real business hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X