Forex.mein RSI indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex.mein RSI indicator
    Dear members mera sawal hai kay forex mein sub log RSI indicator use kartay hain aur mein yeh poochna chahta hoon kay iss indicator ko use kaisay kartay hain aur yeh kaise kam karta hai aur trading mein jab line 30 sae neechay ho tou buy lagana chahyea ya sell aur 70 se ouper ho tou sell lagana chahyea ya buy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dost aap ka accha question hai mein khud bhe RSI indicator use karti hoon isme do he values chart ke up ke upar show ho rahi hoti hai Jisme Ek 30 ki lower limit hair jispe Hum price action pay bye karte hain aur jab RSI ke line 80 ko touch karey to pher sel ki trade lay k hum profit earn kerty haen yahi strategy use kertay haen simple strategy hy
    • #3 Collapse

      Dear meta trader 4 kay chart per RSI indicator dya hua hai jis ki value 30 sae 70 tak hai jab uss indicator mein line 70 yani resistance ko touch karay tou aap uss waqt sell ki entry laga saktay hain aur jab market neechay aye aur 30 yani support line ko touch karay uss waqt aap iss mein buy ki entry laga saktay hain aur inn points per trade laganay sae aap ko profit hi ho ga
      • #4 Collapse

        Salaam Alaikum friends man used for magnesium Amber se Pucha Jata Hoga Pakistan mein Rs I indicator Se Kya Murad hai please Kisi near member has Mujhe Uske baare mein jaldi se bata sake
        • #5 Collapse

          agar hum indicators ko theak say set kar kay use karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main indicators ki theak say setting karni chahiye kyun keh theak say setting kar kay he hum acha result lay sakty hay aur market main profit bna sakty hay esmain mehnat he karni chahiye
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Forex.mein RSI indicator

            forex mai rsi indicators ke bohat ahmeyayt hain yai hamy market mai enter hony mai madad deta hain lakin hamy in par irbar nahi karna chahey q ky ham yloss ho jy ga hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy

            اب آن لائن

            Working...
            X