What is the reason for your profit ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Forex main profit ka sab se bara reason aap ka experince matter karta hai aur saath saath aap ki skills ke aap trading ko ktni had tak samjte hai
      • #93 Collapse

        Forex trading involves selling and buying of currency. You will be able to generate profit if the currency that you are currently selling is of greater value. Now, the catch is that you will need to have a specific trading skill and strategy to determine when is the best time to sell or purchase currencies.
        • #94 Collapse

          profit earn krne ke bohat se reasons hyn stratergies ko follow krna sahi planning krna greed se dur rehna confidence ke sath trade open krna aur experience aur knowledge ka sahi use krna hy ye sab chezzain profit ka reason hyn
          • #95 Collapse

            pyaree dosto forex me humari trading ka koi b zimmay dar nahi hota hai hum khud he apnay profit ya loss k zimmay dar hotay hain jiss say hum sabak seekty hain hame chahye k hum demo account pay practice kar k zyada seekhen....
            • #96 Collapse

              reason of profit hm nice thread me ap ko bata hon me jab kisi pair ko open karta to us ki history us ki new ko samny rakh ke trade open karta jab lagta ke move is traf ho gi then apni trade kholya tha
              • #97 Collapse

                it is the reasons for your profit.Learn more and more to earn huge doller in Forex.Training is main way to learning.Reading book and demo practice is another way to learn.so i note every time we are talking about the loss
                • #98 Collapse

                  bhai men ap ki bat samajh gaya hoon ap ye pooch rahy hen ky mery profit ki kia waja hy to bhai jan mery profit ki waja ye hy ky meen ny pehly trading ko seekha tha office sy phir trading start ki thi bagher seekhy trading nahi krni chahiy trading ka mery pas knowledge or experience hy para
                  • #99 Collapse

                    Bhai jaan mere profit ka sab se bara reason ye hai ke jab bhi trading karta hon to me sabar ke sath karta hon aur me 1 hi tarde aik time me chalata hon is se mujhe profit bhi aata hai aur loss ka bhi dar kam hota hai........
                       
                    • #100 Collapse

                      forex mein profit lenay k liye ap ku mind se aur sabar se kaam karna paray ga dosra es mein hemsha small volume se kaam karay gae tu es mein ap save he rahay gae agar jald bazi karay gae tu loose be ho sakta hai
                       
                      • #101 Collapse

                        bhai acha sawal hai loss ki yai waja hoti hai ap forex ki knowledge aur experience hasil nai kar sakty aur trading karty hain aur profit ki bhi ye he reason hai k ap ko forex ki tamama knowledge aur experience hai aur ap us say boaht acha earn kar sakty ho it all depends on your knowledge
                        • #102 Collapse

                          g deken dost jab ham mehnat k sath aur ek achay experience ko rakhete huwe trading kren gay to humen bohat he acha faida hasel hoga aur haman profit he hoga
                          • #103 Collapse

                            dear main reason of my profit is my learning and knowledge about forex trading business and i also due to my luck so we should learn all techniques and strategies of forex trading market and gain knowledge of market trend in order to gain regular profit from forex market
                            • #104 Collapse

                              mere point of view se mere profit ka reason ye hain main thread ko pehle bohot achi tarhan parhti hon us k bad us per comment karti hon or or apni mistakes ko judge karti hon k main kahan galat thi kahan maine galti ki phir us galti ko avoid karti hon
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                forex trading main ache knowledge ke bagar ap iss business main kamyb nahi ho sakte iss lye ap ko pehle acha knowledge gain kerna ho ga tehn hi ap iss business main kamybi le sakte ho orr acha profit bi mil jye ga
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X