Analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis
    Koi member bata skta hai k market me analysis kitni kisam k hoty hai or ham kesy analysis kar sakty hai market me .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother forex trading main sabh se main kam ha trading krty waqt ya trading krny se pehly apka analysis strong hona chahye apki analysis pa mazboot grip honi chahye tab ja kr apki trade kamyab ho gi is ka trading main bht ehm roll hota ha is lia iska seekhna bht zaroori ha. Thanks
    • #3 Collapse

      G brother . Forex trading Mai analysis ka bohot he important role Hota hai . Achy traders market Mai trading position analysis ke base per he karty hain . Ager trader acha technical aur fundamental analysis kar sakty hon tu in k liye forex trading kafi easy ho jate hai
      • #4 Collapse

        Dear forex forum member

        Brother there are two types of analysis in forex market
        --- Fundamental Analysis
        --- Technical Analysis
        fundamental analysis depend karta hy country situation political situation etc
        Technical analysis depend karta hy chart ya graph py kuch indicator ke help sy analysis karna
        • #5 Collapse

          Dear forex market mein analysis 2 tarha k hoty hain technical analysis aur fundamental analysis technical analysis wo hoty hain jo ham chart bana k check karty hain aur market ki movement ka andaza lagaty hain aur fundamental analysis wo hoty hain jo news se related hoty hain mean k kisi bhi mulk ki economy p depend karty hain k kisi mulk k halat khrab hoye tu currency up down hoti ha tu market mein movement fast hoti ha isko fundamental analysis kehty hain
          • #6 Collapse

            Dear market main analysia tou boht kisam k hain jin par hum kam karte hain but zada acge analysis main fundamental aur technical analysia shamil hain kiu k in analysis par kam kar k hum chart ko read karte hin aur us k sath sath humain news k bare main pta chalta hay k kab kon se nes hay aur wo market par kitna effect kar sakti hay
            • #7 Collapse

              Analysis 2 type k hooty hain aik market experts k aur dosray indicators se analysis kia jata hay ye insta forex ki sab se achi service hay k humain bht reliable analysis milty hain jo humain trading karnay mai useful rehty hain thanks insta forex thanks analysis expertise
              • #8 Collapse

                Re: Analysis

                forex mai analysis ke bohat ahmeyat hain in ke 3 types hain hamy inhy daily learn karna chahey jab hum in ko use karty howe kam karty hain to hum market mai run kar jaty hain or acha profit gain kar lety hain hamy kabe be in ko ignore nahi karna chahey lakin in ko use karny ky liye hamara knowledge be acha hona zarore hain
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis

                  market main kam karny kay liye huamin is main analysis kar kay kam karna ho ga kun kay analysis kay bgyr humain kuch nai milta hay humain active ho kar kay market main trade karna ho ga agr to market main satay karna hay to is main trends ko follow kar kay market main ana ho ga is kay saath sath humain market mai nindicators ki help lyna ho gi ta kay kam easy ho sakay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis

                    ji haan Sar Agar Ham analyses karna chahte hain to Hamein Har chij ko analyses karte rehna hota hai jaise ki hum Jab posting Karte Hain To Hamein Apna posting karne mein bhi analyses zaroori hai Kyunki isme ameyaa Pata Chalta Hai Ki Hum Kaise post karte hain aur aur Chitra Hamare post Mein knowledge Hota Hai aur Hamein market ko bhi analyses karte rehna chahiye Kyunki Jada Mein bonus Milta Hai To Hamein trade karna hota hai aur hum accha trade kar Payenge thanks
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Analysis

                      bhai forex trading main analysis 3 types k hoty hain 1: technical analysis hoty hain jis main hum market ko smjhny main asani ayse karty hain k hum chart ki help se market ko dekh lety hain os k bad jo 2nd: hai wo hai fundanental analysis es main hum kiis bhi molk k halat ko madhe nazar rtakh kar os ki currency ki values ka pta lga skty hain os k bad jo 3rd: analysis hai wo fundaental hoty hain jis se hum market ko smjh kar trading karty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X