Forex market aur political situation

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market aur political situation
    Forex market dunya ki sab sae bari market hai aur iss per poori dunya ki political news ka asar hota hai jis ki wajah sae poori market hil jati hai aur aik dam sae trend change ho jata hai aur kisi bhi baray leader ki aik statement poori market ki condition ko change kar deti hai jis ki wajah sae kuch log profit hasil kar letay hain aur kuch log loss kar jatay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex market.per tamam countries ki political situations ka asar nahin hota balkay kuch mumalik aise hain jin ki forex per bhi hukmarani hai unn kay elections ya political situations forex per asar.andaaz hotay hain jaise kay america hai jis ki economy bahut strong hai woh forex per barahairaasat asar andaaz hota hai
    • #3 Collapse

      Forex trDing ke market per political news ka effect bohot he ziada Hota hai iss ke main reason yeh hai ke political news aur important geo political event ke waja say countries ke economy mutasir Hoti hai , jis ke waja say iss country ke currency ke value per b effect bohot ziada Hota hai , iss liye traders fundamental news ko b trading Kay doran zaroor follow karty hain .
      • #4 Collapse

        Global situation and political situation ka bohat affect hota hai forex market main kyun kay sub ki investment hoti hai price up and down bhi isi waja say hoti hai amounts ki movemnet hoti hein to kafi farq parta hai.
        • #5 Collapse

          Forex market ak bahut bri market hai us main koi shak nea hai dunia main kahen bhe halaat kharab hon tu us ka asar forex pai direct prta hai kise mulk ka politicians bahut important role play krta han forex main politics he tu market ko up down krti hai us lya mera ya manna hai agr stability ho gi tu economy strong ho gi but ya trading pai bahut asar dalti hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex market aur political situation

            forex dunya bar mai bohat taze sy phla raha hain hum is mai investment be kar sakty hain or hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain yai aik asa business hain ji smai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex market aur political situation

              Forex market mien jo hamari politcal condtions hien un bee bhut asar hota hai agar hum forex mien aa ker kam kerty hien or es mien aa ker apny lye ala muqam hasil kerna chahty hien to hamain es mien mehnat kerna ho ga or hamain es mien jab bee kam kerna ho to pori dunya k politaical halat say waqfeeyat ka hona bhut zayada zarori hai.
              • #8 Collapse

                Re: Forex market aur political situation

                Assalam o alaikum dear apka question bohat acha hai aur mai khud yahan new hun ye information mere b kam ayege ,thanks for sharing.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex market aur political situation

                  forex market aik out off class level py hain hum is mai investment karty hain hamy profit milta hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain forex pakistan mai legal ban cuka hain or yai kabe be band na hony wala business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex market aur political situation

                    forex aik big business hain hum is mai amount invest karty hain policital situation ka forex py koi asar nahi parta forex aik real or kabe be katem na hony wala business hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik involve hain jab hum kam karty howe koi galti karty hain ya hum market ky rules ko ignore karty hain to hamy loss ho jata hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex market aur political situation

                      g han bhai ap ny shai bat ki hai or main apki bat se sehmat krta hun forex trading main jub hum trading k liye market ko analysis karty hain tu ap ko market main hony waly up and down ko achi trha se pta lagny k bad trading karni chahe market main political issues main hmain market k change hony k chances hoty hain es hmain wo sub dekh kar hmain trading karni chahye
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex market aur political situation

                        forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasal kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain forex aik real business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex market aur political situation

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
                          Forex market dunya ki sab sae bari market hai aur iss per poori dunya ki political news ka asar hota hai jis ki wajah sae poori market hil jati hai aur aik dam sae trend change ho jata hai aur kisi bhi baray leader ki aik statement poori market ki condition ko change kar deti hai jis ki wajah sae kuch log profit hasil kar letay hain aur kuch log loss kar jatay hain
                          forex market par duniya ki Political situation bahut aser andaz hoti hai agar aap pichle Dinon Ki hi baat lain Jab Iran aur America ke a Halat Gadbad they Tu iski vajah se a dollar index Gira hai hi aur commodities Jaise gold up gaya Hai isliye Fox news ko bhi dekhna chahie Aur Duniya Ki Political situation ko bhi Agar Halat tense Hoon to trading se a avoid karna chahie ya phir Aise pair par trade Lagani chahi Jiska political situation se Aye Koi taluq Na Ho.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex market aur political situation

                            Dosto forex market aur political do alyda chaizain hain forex per trading yani business kia jata hai aur political aik news plateform hai forex per acha profit hasil karne k liye ap ko political situation ka be pata hona chahye is sy ap ko trade may madad milty hai ap news ki help sy acha profit hasil karsakty hain ..........

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X