Jo darr gaya wo mar gaya

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jo darr gaya wo mar gaya

    Assalam o alaikum dear apka question bohat acha hai aur mai khud yahan new hun ye information mere b kam ayege ,thanks for sharing.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jo darr gaya wo mar gaya

      dear ap ki dar wali bat bhi thk ha but mara khyal sa trading ko soch samag kar krna chaiya kyun ya koi khail wagera to ha ni ya aik complicated business ha jis mein boht hardowrk krna parta hai.ager ap ko is mein loss hota bhi ha to hum ko darna ni chaiya balka us loss ko recover krna chaiya or apni galtion sa seekhna chaiya ta ka mazeed galtion sa bach sakin.
      • #18 Collapse

        Re: Jo darr gaya wo mar gaya

        Forex eik business hain es main Jo dar dar k business karta hain to phir us main kabi b kamyab nahi ho sakty es business b confidence ke zarorat hoti hain agr ham confidence sy trading karty hain to phir ham es main kamyab ho sakty hian es liye es liye khety hain Jo dar gay wo mar gaya jo Jo dar dar k trading kary gay to phir ham kabi b kamyab nahi ho sakty
        • #19 Collapse

          Re: Jo darr gaya wo mar gaya

          g nahi bhai jaan as main aesa nahi hai kee as main jo mar gya wo mar nahi hya hai as main har aik ko trading karte wakat as main daar tu zaror lagta hai as main ap ko chahiy hai kewe as main zyada risky trade na lagayen agar aesa kare gee tu as main darr tu lage gaa as main kisi bhi sorat main kabhi bhi greed na karen tu hi ap as main kamyab ho sakte hain agar kmayb hona chate ho tu ap ko greed ko chorna ho gaa
          • #20 Collapse

            Re: Jo darr gaya wo mar gaya

            Dear ap ki bat thek ha Kay ap ko is ma darna nahi cahiya ager ap is ma dar dar Kar Kam Karo gay to ap ko kasay pata jalay ga ka ap ma kon kon c Kami ha to ap KO is dor Kar kam Nahi karna cahiya ya ak risky business ha ap ko ak dafa is ma risk Lana ho ga bki ap k marzi to ap ko dar Kay trad nahi Karni cahiya
            • #21 Collapse

              Re: Jo darr gaya wo mar gaya

              Forex trading m ap harty kb hyn ye ap ko pta ho ga. M pir sy ap ko btata hu ap us wkt harty hyn jb ap m lalach ajati hy agr ap new hyn to 1000 dollar k account par ap 0.01 ki lot lgao ap ka account kbi wash nai ho ga bas 2 3 trades sy ziada nai lagao ap bas. R agr ap expert ho to ap 0.1 ki lga skty ho to ap ko koi b bai hara skta.
              Harty hm khud hyn jb hm m lalach ajati hy hm aik din m ameer hona chahty hyn to pir ya to aysa hota hy k hm ameer bn jaty hyn ya pir road par ajaty hyn wasy mostly dosra option hota hy har bndy k sath.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Jo darr gaya wo mar gaya

                Nahi bhai jan aisa to nahi hain apko is mein zada greed nahi karna chahye aur is mein apko ihtiyt se kam karna chahye aur uis mein apko zada mehnat karni chahey tab ja kar ap is mein earn ars akte hain jo darr gaya wo marr gaya aisa to bilkul bhi nahi hain apko is mein ihtiyt se kam karna chahye tab ja kar ap is mein earn kar skate jhain apko is meinzada posts karne chahye aur is mein zada mehnat karni chahye tab ja kar ap is mein earn kars akte hainj

                اب آن لائن

                Working...
                X