Loss k bawajood fresh rehna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss k bawajood fresh rehna
    Dear forex members main ap ki batana chahta hon k jin traders ko loss jo jata hay laikin loss k bawajood khud ko fresh rakhy hain yani k loss ko apny oper haviii nai hony dety fresh mind k sath next trade lagaty hain wohi traders kamyab hoty hain ap kya kehna chahen gy is bary mein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ye aik reality hy ke forex trading main loss hota hy lkn dunia ko kon sa aisa buisness hy jis main profit ke sath loss na hota ho, lkn aik kamyab trader wohi insan banta hy jo loss ko apny oper sawar na krey bulkey fresh ho ker mazeed mehnat krey
    • #3 Collapse

      Dear baat to ap sahi kahi hae k jab relax ho k koi kaam kia jata hey to kam asani mukamal ho jata hey isi traha jab forex trading men loss ho jae to loss ki waja se preshan ho jana is sy bhe zyada khatrnak ho sakta hay keun k jab ap next trade k liye analyses karin ge to ap ache tarah market ko samajh nai paen gy aor mazeeb ap k loss k chances barh jaen ge fresh mind k sath trading jari rakhen loss aor profit to trading ka hissa hay
      • #4 Collapse

        Ji bilkul sahi kaha hy app ne loss or profit is business ka hissa hy app ager loss k time per khud ko fresh rakhtay hain to app aik din kamyab zaroor hotay hain kiun ajj ager loss hua hy to kal profit bhi ho jaye ga is lie khud ko fresh rakhain or loss ko positive le ker agay barhtay jain aik din app zaroor kamyab hon gay
        • #5 Collapse

          wo bohat acha aor big trader hota hai jo loss honey kay bawajod bhi khud ko fresh rakh kar tarding main profit earn karne ki try main laga rehta hai asal main wo positive hota hai eak yehe cheez hai trading main jo insan ko bohat best banati hai.
          • #6 Collapse

            g han trading apnay bikul sahi kaha hay.ager trader ko ksi trade main loss ho jay.to wo kabhi bi tension na lay,or apnay mind ko freash rakh ker apnay poray confidence say apni next trade ko open karay.or apnay loss ko recover kay sat sat apni trade mian profit ko hasil karain.is business main profit and loss to chalta rahta hay..
            • #7 Collapse

              Re: Loss k bawajood fresh rehna

              Agar aap musalsal lost aa rahe hain aur fir bhi aap fresh Rehte Hain To fir aap bahut acche aur professional trader Hain Kyunki Is Tarah aapane loss Kho Bardaasht karne ki ability maujood hai aur aap apne emotion Kho control kar sakte hain ya Salai Oram Milti Kisi Kisi Mein hoti hai to aap Hamesha Ka Main aapko Jaenge agar aap rules Kho follow karo to
              • #8 Collapse

                Re: Loss k bawajood fresh rehna

                Ye online dunya ka sab se bara business hai is mein loss to hota hi rehta hai magar yahan AP ka hunar ye hai ke AP kaise us loss ko cover karte Hain aur profit earn karte haij is ke liye bus AP ko practice chahiye AP ki practice jitni zeyada ho gi AP ki strategy utni zeyada acha kaam Kare gi aur AP ki earning ke chances bhi utne zeyada hon ge is liye apni practice pe focus karain aur learn karain
                • #9 Collapse

                  Re: Loss k bawajood fresh rehna

                  business mai loss hota rhta hai but aik best trader ko tention free rhna chahy ku k nakami ya loss boht kuch sikhata hai. jo k future work k ly boht important h.tmam traders ko ye cheez mind mai rkhni chahy k jub b loss hota hai ya wo kisi b project mai fail ho jaty h to dekhy kya unho ny apna ap 100% us kam mai lgaya h? agr esa nhi h to again try kry. baghair kisi b stress k. wo future mai zroor profit kmay gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss k bawajood fresh rehna

                    Asalamo alikum dear ferind jo bat ap ny ki k loss k bawajod fresh rena ye mery keyal sy aek acha trader ki boat bari khobi h k wo apna mural down nai krta baly hmesha mural up rakta h or har halat ka samna krny k ley ready reta or asa admi e forx mai kamyab ho sakta h nai to log kam chor jaty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss k bawajood fresh rehna

                      dear fellow ye bohat aham hai k ham forex market main all time fresh rahein kion k agar ham stress ki shikar hojayein gay tu ham apna kafi loss kar sktya hain es liye dear fellow hamein stress py qabo dalna chahye or es ka ek he hal hai k ham achi trading skill develop karein
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss k bawajood fresh rehna

                        forex aik legal business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain jab hum is mai kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga hamara account wash ho jy ga is mai market ka balm nahi ho ga forex kabe be band na hony wala busines hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss k bawajood fresh rehna

                          trading ka best rule Hai loss ke bawjud tension free ho kar post karna aur quality wali post Karnataka bonus increase Ho jaaye aur tension free trading tab bhi ho sakti hai jab stop loss and take profit find karke laga diye jate Hain is waqt tension free trading ho sakti hai aur bahut accha profit bhi aasan Kiya ja sakta hai mehnat Karen kamyabi jarur hogi
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss k bawajood fresh rehna

                            Yes agr new trade lgani ho to fresh reh KR he sahi lga skte Hain but it I jldi nai krni chahye aur old loss se seekhna chahye note kren keh kyon hua aur takeh next trade mein woh ghlti na ho phir lgayen new trade
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss k bawajood fresh rehna

                              g dear apne bilkul sahe kaha agr hmen forex main loss ho jata hy to hmen apne apny mind ko fresh kr k kaam krna hoga is trah agr los mind p hoga to hm acha kam nh kr sken gy islie hmen chaye keh hm ziada se ziada r achy se acha kaam kren r apny mind ko fresh kr k kaam ko kren takh hm profit gain kr sken r apna loss apni mehnt se pura kr sken

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X