Hamesha trade lot aik size ka nahi hona chiay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamesha trade lot aik size ka nahi hona chiay
    Dear aap ka balance agar increase hota jata hai to aap trade lot size bhi increase kar laina chiay.
    Aap ko pata hona chiay kay jab bhi aap trade kartay hain to agar aap ka balance 1000usd tak pnch gia to aap.
    Money management ko follows kartay huay apnay trade account per 0.10 ka lot lagain gold per.
    Agar 2000usd ka account ho to aap ko chiay kay apnay insta forex bonus account per 0.20 ka lot size lagain.
    Is tara ye bot bara lot size bhi nahi hai.
    Laikin time to time aap kay balance zada honay say aap ko profit bhi zada hota rahay ga..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g dear thek kaha hy ap ny hm logo ko hamesha apny account size ky hisab sy hi trade lagani chahiya ager ap ky pass 500 ka count hy tu us ky liya jo sab sy best lot size hy wo 0.05 hy or max ap ko sirf 2 hi trade open kar sakty hy is sy ziyada nahi ager ap ky pas 1000 usd account hy tu ap ko 0.10 ki lot laga sakty hy baki ap ki trade ky style py depend karta hy ky kitni rakhni chahaiya ap ko us timr market ky hisab sy chalna chahiya.
    • #3 Collapse

      Xbrl keyboard bilkul thik hai ki Hame Hamesha trade ka lot size aisa nahi Rakhna chahiye Baba Sen lot size nahi Rakhna chahiye.
      Hame Pata hona chahiye Jitna Hamara account balance big Hota Jaye to Hame Usi hisab se apne lot size ko bhi increase Karte Jana Chahiye Jitna Hamara lot size increase hoga time to time no see hisab se apne instaforex ke bonus account or profit Me Hota Rahega...
      • #4 Collapse

        Forex main kabhi bhi ap kisi aor ki na sunein ap ney agar earning karni hai to apko is main pehlay lot size ka use karna seekhna hoga yeh 0.01 lot size use karen aor 1:50 leverage use karen yeh dono best hein apkay liye.
        • #5 Collapse

          G Hn Dosto forex trading ma ap ko aik he lot k sath hamesha trade ni krni chy bilkay ap ko wakt k sath change krty rhena chy Jesy k hr month ap ko bonus milta jta hy or Jesy bonus milta jta hy ap ko money management kr k os trha lot b brh aty rhena chy
          • #6 Collapse

            Daer ap ne thek kaha forex forum se jab ap seekhte ho tu ap ko trading ki jo malommmat milti hain os pe ap ko amal karna ho ga jaise jasie ap acha earn karo gy ap ko reward ka b thek pata chale ga foerx mai ap ko daily basis pe apni learning ko behtar karna ho ga tb he ap acha earn karo gy aur apni life ko b set karo gy...
            • #7 Collapse

              Re: Hamesha trade lot aik size ka nahi hona chiay

              Nahin main aap ki baat se agree Nahin Hoon iske liye Hamesha hi ki Humne Agar money management Kho follow karna hai to Hamein Tamam order Par Ek Hi lot size Lagana Hoga Taki Hamein Pata chalega ki hum ne kitne. Yeah profit kamaya hai ya lost kiya hai agar aap Mujhe Aata lot lag Jaayenge to use lots Hamein nuksaan hone ka Khatra Hamesha rahega
              • #8 Collapse

                Re: Hamesha trade lot aik size ka nahi hona chiay

                G han lot volume Jo aik bar decide Kar lain phir us ko mat change karain kyon ke ye bhi AP ke emotions mein Ata hai to emotions pe control karna seekhain aur strategy bnanen phir us ki practice karain jab AP practice mein koi volume select Kar lete Hain to phir us ko mat change karain wohi real mein bhi continue karain jab AP volume change karain ge AP ko kahi na kahi possibility haibke us ka nuksan ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Hamesha trade lot aik size ka nahi hona chiay

                  yes hmeay chahy k waqt guzrny k sath sath lot size ko increase kry. ye hmary account balance mai azafa kry ga. lekin abhi is ka koi khas machanism nhi h k lot size ko kitna increase krny sy kis ratio sy account balance increase ho ga. is confusion ki waja sy mostly trader hmesha aik hi lot size use krty hai ta k lose sy bcha ja sky.
                  • #10 Collapse

                    Re: Hamesha trade lot aik size ka nahi hona chiay

                    forex trading main apki lot size ko boht aytiayt se karna prht hai q k jitni hmari lot hoti hai osi k hisab se hmain profot or loss hota hai tu hmain sub se pahly tu apny expiernce ko madhe nazar rakhty howe lot set karni chahye q k bari lot aghr hum lga rahy hain tu hmain confident hona zarori hai k hmain acha profit mily ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Hamesha trade lot aik size ka nahi hona chiay

                      agar hum hames lot size ko theak say manage kar kay trade place karen gay to es trha he humari trade achi ho sakti hay aur hum market main kam say kam risk hasil karty hay es business main sabar say kam karty rehna chahiye kyun keh es business main humay lalach bhi nahi karna chahiye kyun keh lalach say nuqsan he hota hay humara
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Hamesha trade lot aik size ka nahi hona chiay

                        lot size ko hamy apny capital ky hisab sy badalty rahna chahey hamy aik he lot size nahi rahkna chahey forex aik bohat bara business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain forex pakistan mai legal business ban cuka hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X