Fundamental analysis for gold

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental analysis for gold
    Dosto main aap sub ko batata chalon k curry cy or trading main ehmiyat technical analysis ki hoti hai mgr jub oil ya gold PR trading ni jaati hai to tenchincal k sath fundamental analysis bhi bht zarori hai aur is ki sale PR bhi barha assar parhta hai jesay ab Pakistan main shadion ka session hai to isko demand ziada hai to isko value up jayegi...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear forex mai gold ko kafi mushkil pair samjha jata hy or waqi gold ko samjhna bahut hu mushkil ho jata hy kai dafa ab guzishat rat ko bi up ki movment dy kar jas sy buy kar liya ky ap 1270 tak jay ga tu tu wo wapis ana shoro ho giya yahi tu is ki bat hu ky is mai ap ky technical pr fundamntl analysis 2no hi kam nahi karty hy yi koi apni hi move day jatahy.
    • #3 Collapse

      Forex trading members Assalamu Alaikum main aap sab ko ye batana Chahta Hoon gold trading karni hai to sabse Pehle demo account mein practice karo uske baad aap log Gold per trading start Karoge To aapko accha profit gain hoga Kyunki gold Mein management bahut hai zaroori hai
      • #4 Collapse

        G dost aap nain bilkul sahi bt ki hai gold and oil woh cheezain hain jin main hum ko fyndamental analysis pr zaroor tawajuh deji chaye q k yeah sale k mutabiq kove kartay hain ...
        • #5 Collapse

          Dear ap ki bat theak hay hamen oil aor gold py specially fundamental analysis bhe karny chahiyen technical analysis k sath sath q k in ki movment zyada hoti hay aor hamari trade analysis k baghair big loss dy sakti hay soch samjh k hamen oil aor gold py trade open karni chahiye
          • #6 Collapse

            fundamental aur technical yeh dono hi bohot hi ziada important hein forex business mein aur in dono ke baghair hum kabhi bhi is business mein kamiab nahin ho saktey hain aur hamen always fundamental aur technical ko achi trha se learn kartey rehna chaiye is se hamara skill ziada se ziada imporve hota hey aur hum achi trha se kamiab ho jatey hein.
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Dear forex forum member ap ke baat bilkul thek hy currencies py tu hum log technical analysis kar k trading kar sakty hain magar jub bhe commodity py fundamental analysis k bina trading karna eik buhat bari gality hoti hy jiasay Gold Silver and CL
              • #8 Collapse

                Dear forex fellow, thanks Keh aap ny itni mufeed baaten btae hain, is me Koe shak nahe k forex trading me Sara daromadar oil or gold k assets and survival pe ho Raha hota ha, jaisy he gold or oil me utaar ya charhaao aata ha to automatically forex business me equity level me bhe difference aata ha, so forex me trading k liay gold or oil ki prices pe Nazar rakhni zaroori ha.
                • #9 Collapse

                  Gold wo wahid comodity pair hai jo kisi ki nahi sunta aor is main ap log apni manmani nahi kar saktay apko gold kay say earning karne kay liye bohat bar sochna parta hai kay ap ney kis point per tarde laganai hai.
                  • #10 Collapse

                    analysis karnay bohat zaroori hoty hay agar hum forex market main achi earning karna chahty hay to zaroori hay esmain ziada say ziada time dain kyun keh ziada time dai kar kam karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay esmain kisi kisam ka short cut use nahi karna chahiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Fundamental analysis for gold

                      forex mai fundamental analysis ke bohat ahmeyat hain hamy is ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hin gy or acha profit gain kar saky gy forex aik online business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain yai aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Fundamental analysis for gold

                        Gold kay liye boht say log boht say triko kay mutabiq analysis kertay hain lakin sab say zayda achay analysis jo gold ko sahi trah say predict kertay hain wo technical analysis hain. aur ye tamam chezen clear ker detay hain. Fundamental trader ko kabi kabi news per wrong move aur fake move ka munh bhi dekhna parta hay. jis ki waja say un ko loss ho jatay hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Fundamental analysis for gold

                          forex mai hamy acha knowledge or experience hasial kar ky fundamental analysis ko use kar ky gold mai trading karne chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy lakin agar hum forex mai new hain to hamy is mai kam nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga lakin is mai market ka koi qasur nahi hota
                          • #14 Collapse

                            Re: Fundamental analysis for gold

                            forex mai fundamental analysis ke bohat ahmeyat hain hamy acha knowledge hasial kar ky analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain is mai hamara koi boss nahi hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Fundamental analysis for gold

                              forex mai hamy acha knowledge hasial kar ky fundamental analysis ko use kar ky kam karna chahye pher he hum acha bonus earn kar sakty hain forex aik international business hain agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex kabe be band na hony wala business hain yai pury pakistan mai legal ban cuka hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X