Wo mistake jo hm kr rty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Wo mistake jo hm kr rty hain
    Bhai aik galti jo hm sb krty hain k hmary pass bonus to km hota hai lkn hm lot bar lga dty hain hmy chaiyvk jtna bonus ho us hesaab sy log lgaiy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han jnb aap nain bht achi BT ni hai is ko him money management kehtay hain agar yeah sahi nan ho to aap ka bhi bhi kamyab ni ho skatay lot size ki selection barha matter karti hai forex main agar aap kamyab hona chahtay hain to lot size ko account k mutabiq rakhain...
    • #3 Collapse

      Well dear apki bt bilkul thek ha hm SE kafi log apna account wash isi chakar m krva dety hen k bri lot size lgaty hen aur zyada kmany k chakr m apna loss kr dety hen.yad rkhen AP JB bhi minimum lot lgaen ge apko profit hoga aur jesy he lot size bra kro ge to loss hon start hojyga.
      • #4 Collapse

        Yes dear aap ki baat bilkul theek hai jo hum mistake karte hain Pakistan Forex forums Hitesh instaforex bonus account ke upar.
        Insta Forex bonus encounter Hame leverage kam Milta Hai Lekin hum log kam leverage ke upar post Karte Hain.
        Hame Pata hona chahiye ki Humara leverage Punjab aap ke Leke 50 hota hai aur hum Apne insta Forex ponce counter maximum lot size open kar dete Hain Jiski wajah se instaforex bonus account was ho jata hai...
        • #5 Collapse

          Bhai g app sahi kaha hay k hum apna trading volume apny capital se bht kum rakheen aur yehi mistakes but se loogoon ko trading karnay mai hooti hay qk wahan aoko greed ka elements aaa jaty hain aur App fori profit bhi earn krna chhty hain ye bht barri mistakes hain in Se avoid kareen
          • #6 Collapse

            G dear aap ki baat bilkul thek hay k hum aksar lalach ki waja sa small bounas per bari lot laga datay hain jis ki waja sa hum ko jab lose hota hay tu account tak wash ho jata hay iss laya jab hum trading start kartay hain tu learning k doran hum money managment k baray main learn kartay hain k hum ko apna account k capital k matabic he lot open karni chaya tak lose ki soorat main zayada nuqsan na ho
            • #7 Collapse

              G han ap ki bat theek hay kiu k aksar log aese mistake karte hain k un k pass bonus kam hota hay par wo lot apni account se boht se boht bari lga dete hain jis surat main unhe loss k samna karna parta hay is liay zada profit k lalach na karain aur apne capital k mutabik hi trade open karain aur choti lot lagain take save trade kar sakain
              • #8 Collapse

                Janab Forex trading mein mistakes ko note down karna chahiye notebook pe Apne notes Bana Lo Jab aap trading Karne Laga Tu apni mistakes ko white karne ke liye remember karo is se aapko bahut giada fayda ho sakta hai trading Mein knowledge or online help expert opinion Lena chahiye emotional control or positive approach ke sath Forex trading market ko analyse karna chahiye
                • #9 Collapse

                  forex main jis k pass propper knowledge nai hota hay us k pass mistakes karnay k ilawa koi aur doosra kaam nai hota hay wo hamaisha lose ka he shikaar rehta hay aur usay lose ka he samna karna parta hay aik choti c mistke hamaray saray account ko washed kar jati hay is liye hamain forex join he tab karni chaye jub ham is kabil ho jayen k ab ham earning k kabil ho gay hain is say pehlay forex join karna achi baat nai hay balk apnay ko k liye lose ko bulawa daina k ilawa kuch bhi nai hay.
                  • #10 Collapse

                    G dost aap nain bht achi thread create ki hai jub bhi koi trade laganain lagain sub say pehlay apni lot size check kar lain or phir pips count kar k sl or tp set kar k lot lagaten to losa kam yoga
                    • #11 Collapse

                      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum jab be trading karta ha to per hum ko greed nhi karni hoge to per hum ko achi profit hoga esleya hum ko chaheya ka hum forex ma kabi be lalach na kara to hamara leya best raha ga warna hum ko loss ho sakta ha.............
                       
                      • #12 Collapse

                        agar hum forex trading main mistake karen gay to es mistake ki waja say humay market main loss ka samna karna parta hay humay chahiye keh esmain kisi kisam ki mistake na karen kyun keh mistake say hum apny profit ko kam kar lety hay aur apna time bhi zaya karty hay aur humay seekhan chahiye es business ko
                        • #13 Collapse

                          yes dear new traders greed me akar big lots laga kar yeh common mistake kartay hain jis se un ka account wash ho jata ha dear ap jub b trading karay to money management rules ko follow karay or market me survive karna seekhainy na kay jald profit earn karnay ka greed apnay mind me rakhainy dear jub ap small lots se trading karay gay loss b kam ho ga ap ko market ki samaj b aey gi survive b karay gay or ap phr exprience milnay par profit b earn karna start kar daay gay
                          • #14 Collapse

                            forex trading hum jo common mistakes kerty hien wo yeh hain k es mien aa ker hum sab sy pahly experience k bina trade open ker dety hien or jab hamain es mien aa ker thori see profit ho jati hai to hum es mie aa ker over confidence ho jaty hien es le hamian es mien loss ka mo dakhna parta hai or hum her waqt apna loss kerty hien or akhri bat yeh k jab hamain es mien earning achi ho rahi hoti hai to hum es mien aa ker greed kerty hien k thori or profit ho jy jis waja sy hum earning kerny k qabil na rah paty hien.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning karni ha to per hum ko chaheya ka hum forex ma knowledge lana start karda or hum ko sub sa big problem ya ha ka hum jab be koye trade ko open karta ha to per hum ko chaheya ka hum es ma greed na karaa to per hamara leya best rahaa ga warna nhi ...............
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X