Ziyada trades enter kar k apne account ko stuck mat karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ziyada trades enter kar k apne account ko stuck mat karna
    Ziyada trades agar koi trader lagata hai tu ho sakta hai k wo wahi par he stuck hojae eskay leye zarore hai k ap ik trade laga kar jab tak osay closed na kar lai wait kare dosre trade k leye q k jab apke pechay aise koi trades na hongay jo pansay howay hongay tu yaqeenan ap market mai smooth tareeqay say apne trading kar sakoge
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ni Bhai asa bhi kuch ni hai aur apka account stuck ni hota ...Han aik had Tak apki bat Sahi hai keh kuch loa bahot ziada trade open krty Han ik time mein yo asa NI karna chahya aur agr balance ziada hai to AP ziada bhi open Kar sakty Han but 10 trade to AP open Kar sakty Han aik dafa .aik time aik trade ka koi khas faida ni hai ...es Lia AP beshak jitni open Karan but iver trading na Karan...
    • #3 Collapse

      hanji bhai app sai keh rahy hain ham ko trade sirf wohi karni chahiay ju app ko lagy k mri ye trade galt nahi ho sakti aur kabhi bhi dosron k signals ko follow na kairn kyon k jab bhe app dosry k signals ko follow karty hain tab he app apny account mai trades ziada lgaty hain jiss ki waja say app ka account stuck ho jata hai ap ko samjh he nahi ati k b kia karna chahieay.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
        Ziyada trades agar koi trader lagata hai tu ho sakta hai k wo wahi par he stuck hojae eskay leye zarore hai k ap ik trade laga kar jab tak osay closed na kar lai wait kare dosre trade k leye q k jab apke pechay aise koi trades na hongay jo pansay howay hongay tu yaqeenan ap market mai smooth tareeqay say apne trading kar sakoge
        Well dear aap baja farma rhe ho hamen apne account pe bahaot si trdes ko aik hi baar men open nhi krna hai agar ham bahot si trades ko aik dafa open lr len ge to ham kabhi bhi kamyab nhi ho parn ge
        Q k hamare pass margin kam reh jata hai aur iss waqt agar hamen apni trade se loss ho rha ho to ham usse phir recover nhi kr pate hain so hamen apne balance k mtabmot hi trades open krni hai
        • #5 Collapse

          G han jnb aap nain bilkul sahi kaha hai meray khiyal main bhi humain us waqat hi trade lagani chaye jub humain confirm ho jayega k yeah trade sahi hai aur ziada trade laga k free margin kam nan karain aisa nan ho baad main aap aik achi trade miss kar dain...
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
            Ziyada trades agar koi trader lagata hai tu ho sakta hai k wo wahi par he stuck hojae eskay leye zarore hai k ap ik trade laga kar jab tak osay closed na kar lai wait kare dosre trade k leye q k jab apke pechay aise koi trades na hongay jo pansay howay hongay tu yaqeenan ap market mai smooth tareeqay say apne trading kar sakoge
            dear Forex trading member aapki baat se agri karunga trading Mein sabse Pehle management hai strong support and resistance find out karne ke baad trade open karo minimum lot Size low Agar Apke Pas capital maximum Hai Tu aapko lot size maximum nahi leni chahiye bulke aapko trading mein management policy ko understand karna chahiye
            • #7 Collapse

              G han dosg aap nain bilkul sahi kaha hai bht say dost aisay hain jo jaldbaazi bht saari trade laga bethtay hain aur apna acciunt phansa setay hain aur jub achi trade milti hain in k pass free margin ni hita so dont rustle just keep calm
              • #8 Collapse

                G Bhai sahi kaha hay app nay serf selected currencies pe trading start karnay hay aur bht zyada ko trading nahi lagani qk aisay app confused bhi hoo jao gay aur account bhi stuck hoo jay ga
                • #9 Collapse

                  G han ap ki bat theek hy k hay k humain aik time main zada trades open nai karni cahiay is tarha humari trades phance jati hain aur humain zada loss bhi ho sakta haybia liay jab bhi tradi g karain hamesha 1 ya 2 trades hi open karain is se zada nai kiu k zada trades open karn apmk liay riski ho sakta hay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    apki baat sahi hay agar hum ziada trades place kar lain gay to humara account stuck ho jata hay aur hum market main kisi side kay nahi rehty so humay chahiye keh esmain money managemnt ka khass khyal rakhain kyun keh money ko manage kar kay he trade karnay main faida hota hay tab he hum safe earnig kar sakty hay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X