Robot trading sy avoid krn.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Robot trading sy avoid krn.
    slam friends robot trading 1 aisa amal hy js me trading Automatic robots sy ki jati hy js me auto py trade open aur close hoti rehti hn . Ye aisy awamil hn jo k new traders ko apni trf maayl krty hn k is sy khud ba khud profit mlta rhy ga. Real me aisa ni hy q k jo manual trade ki jati hy us me hm daikhty hn k kb trade lgani chahye aur kb ni . Jb market buht sust ho tu tb koi b traders trade ni lgay ga jb k auto robots ye sense ni krty.
    Sochny ki bat ye hy k agr robots e itna profit daity tu robots bnany waly robots sy khud faida uthaty. Arbo kharbo ki trqding khud kr laity ulta robots ko sale kr k paisa na kmaty. Is lye me yei kahun ga k robots trading sy avoid kren.
    ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G Bhai robot trading bahot nuqsan daiti hai apnis SA bach Kar hi rahyn to behter hai KU keh me ny suna hai keh jo log robot trading karty Han unka bahot loss hota hai aur account wash Jo jata hai ..aik dafa to apko profit day ga but aik dafa asa loss day ga keh apka sub kuch zero ho Jay ga ee Lia Bach Kar rahyn..
    • #3 Collapse

      Dear app nay theek kha hai main app ki baat say agree kerta hoon abhe forex main robot trading say avoid kerna chahy ager forex main humean manual trading say loss bhe hota hai to pher aik din aey ga k app ko Allah pak successful trader banain gay our pher jo profit app ko earn ho ga wo unlimited hoo ga robot ko jab ap nay instruction dni hain to pher app khud he trading un instruction pay amal ker k karen gya to app ko acha profit milay ga
      • #4 Collapse

        dear aik tra say app ki bat thk bhi hai aur galt bhi kun k may nay boht say real acccount daikhain hain jinn ko robot run kar raha hai un mai boht sara profit hota hai aur unhi withdraw bhi kia hota hai iss leay ager app ko koi acha robot mil rha ho tu usko lazmi try kar k daikhni chaheay kun k robot app ko boht ziada profit daita hai earn kar k ager wo acha robot ho tu app ka account 10 din mai double ho jata hai.
        • #5 Collapse

          G bhai esa he hai robot trade first time to shyd faida dy lkn hr time faida ni deti agr ap k pass mobile phone ya computer hai to ap apni trade ko achi trha visit kr skty hain
          • #6 Collapse

            G han jnb aap nain bilkul sahi kaha hai humain khud trading karni chaye aur khud seekhtay rehnain chaye q k robot khud indicator ko follow kartay hain aur kbhi kbhi woh itna loss kar jatay hain jub koi news aati hai k aap ka account bhi wash ho Sakta hai...
            • #7 Collapse

              Robot trading aik software hay aur wo un k lye hay jo trading karna chhty hain magr unko time nahi milta to aisi situation mai company nay robot trading introduced karai hay jismai company is ki commission charg karti hay to best to yehi hay k appo manual trading kareen aur yoon apko trading karnay mai useful rahy gi
              • #8 Collapse

                SBI Rani forex market Mein robot trading say avoid karna chahiye Kyunki enjoy automated trading reports hote hain market conditions ke sabse bada Hota Hai.
                Punjab automated trading reports market conditions ki Mota bhi kaam karta hai to Hame accha profit Haasil hota hai lekin Jab Yaad metric trading reports of Waqt Hamara Awaz kar deta hai account market Apna behaviour change karti hai tu circuit boards real account score kaafi Jyada Jyada lost more Chahte Hain
                • #9 Collapse

                  Robot trading bahut expensive hai iske liye aapke paas latest device hona chahiye 3rd 4th 5th generation ke laptops mein robots achha kaam karte hain Jab Ke slow devices mein compatible nahi hote isliye aapko robots ke baare mein nahi sochna chahiye manual trading kare market ka analysis karna sikhe Jab aap ko trading Karni Aa Jaye to real Forex trading account mein management ke sath trading karna start kare
                  • #10 Collapse

                    G hajdost aap nain bilkul sahi kaha hai humain khud trading karni chaye nan k robot ka sahara lenaj chaye q k yeah just aik softwere hai aur yeah jub news aati hain to ghalat kaam kartay hain aur account wash ho jata hai
                    • #11 Collapse

                      G han ap.ki bat theek hay k humain robot trading kabhi bhi nai karni cahiay kiu k robot main humain loss k chances zada hote hain kiu robot apni marzi se trade open aur closs karte hain jis main aa kar humain loss zada hota hay aur humare account bhi wash ho sakte hain hamesh menul trading karain kiu k ye save trading hoti hay
                      • #12 Collapse

                        agar hum robot kay zariey trading karen gay to esmain lazmi nahi hota keh hum profit he earn karen kyun keh esmain ziada tar loss ka chance hota hy robot nay trading just jo us kay andar feed kea gya hay uskay tehat karni hoti hay jab keh hum khud ziada achi trading kar sakty hay aur market main safe bhi reh sakty hay
                        • #13 Collapse

                          Re: Robot trading sy avoid krn.

                          agar hum forex mai new hain to hamy robot trading nahi kane chahey q ky hamy loss ho jy ga lakin is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik asa business hain jis maihum learning ky sat earning be hasial kar sakty hainyai dunay ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain or yai pakitan mai be legal ban cuka hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Robot trading sy avoid krn.

                            forex mai agar hum new hain to hamy robot trading nahi karne chahey q ky hamy loss ho jy ga is mai kam karna bohat risky hota hain hamy expert ho ky is mai kam karna chahey pher he hum loss sy bach ky acha bonus earn kar saky gy forex aik international business hain is mai hamara koi boss nahi hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Robot trading sy avoid krn.

                              agar hum forex mai robot trading karna chatey hain to hamy ache amount invest karne chahey or acha experience hasial karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik involve hain agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X