scalping ke liye kaun sa din best hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    scalping ke liye kaun sa din best hai
    Assalamu Alaikum dear Forex traders main aap sabse yeh puchna chahta hoon scalping ke liye kaun sa din best rehta hai mere hisab se tu jis din volatility zyada ho us din scalping karna best rehta hai market range mein ho to scalping krna bhi aasan hai dear Forex trading members scalping 1 best trading strategy hai jis mein aap instant profit gain kar sakte ho lekin aapko market ka perfect analysis karna hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear scalping strategy ki trading kesi din be ki ja sakti hay, market movement me teezi any ki waja se scalping traders active ho jaty hey magar market kesi be trader ko every time scalping trading ka chance nahi deti some time market etni slow hoti hay key scalping trading karna namumken ho jata hay.
    • #3 Collapse

      Dear aap ko pata hona chahiye forex market Mein Jawab scalping karte hain to aapko scalping insta Forex ke bonus account are allowed nahi hai agar aapne apni trade 5 minute se pahle close kar sakte hai.
      To aap ka insta forex bonus account banned ho sakta hai.
      Is liay hamain hamesha say chiay kay scalping agar karni hai to trade ko kuch na kuch time dain open rainay ka..
      • #4 Collapse

        Scalping karne k.liay koi bhi din mukarar nai hay ap ko.jab samjh aye ap scalping karain lekin main samjhti hun humain scalping karni hi nai cahiay kiubk is main zada loss k chances hote hain sab se best menual aur daily base par tradeing rehti hayblong tearm.trading sab se best hay
        • #5 Collapse

          scalping trading karnay ka aik bohat acha tariqa hay es ko use karty huway hum market amin kam time main kam risk kay sath acha profit bna sakty hay aur humay chahiye keh esmain kisi kisam ka short cut bhi use na karen kyun keh short cut use kar kay hum market main earning nahi loss he kar sakty hay
          • #6 Collapse

            Scalping ke liye aap Har Roz kaam kar sakte hain aap USA session main security kar sakte hain iss Waqt market bahut jyada movement Mein Hoti Hai Jiski wajah se aapko scalping ke liye good opportunities of earning mil sakti hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: scalping ke liye kaun sa din best hai

              scalping humay market ki condition daikh kar he karni chahiye kyun keh agar hum aisy he esmain trade karen gay to esmain earn karnay ki bijaye ulta nuqsan kar sakty hay es liye humay esmain khoob mehant karni chahiye aur jab acha moqa milay tab he trade karni chahiye esi main humari bhlai hoti hay

              اب آن لائن

              Working...
              X