The lose from which you learn is good or bad??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    The lose from which you learn is good or bad??
    assalamualaikum dear all fellow members i want to ask you that those loses from which one learns are they bad for you or you would say noo?????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear bro jub ap ko forex trading main loss hota hy to to ap ko us loss ki reason talash kerny chay na ke us ko ignore ker den, jis mistake ki waja se loss hova ho us mistake ki reason ko dekhin phir us se learn kren aur again wo mistake repeat na kren
    • #3 Collapse

      walikam salaam bhai is main hume lose be hota hai ur profit be hota hai is liye hume forex main khabi be dil nai harna chaiye is main kafi log lose hone ki waja se is business se out ho jate hein is main agr hum menat krein gey tu success hasil hogy
      • #4 Collapse

        yakeenan jo loss aap ko better future trading improvement dey jay wo bad nahe hoga wo best hoga aur aik best trader he wohi hota hay jo loss karnay kay baad seekhta hay mean loss mei jo mistakes hon unnko dekh kar samjhna chaiye behteri karni chaiye next aap ki trading loss mei nahe jaati kyun kay aap apni mistakes ko improve kr lo gay loss se learn karna sabi kay liye zaroori hay...
        • #5 Collapse

          Walaikum salaam bhai baat ye hay kay humay chayi kay trade open kernay say pehlay market analysis zaror karayn ta kay humay profit hu laiken ager trade ma loss hu bhi jata hay tu pher humay un mistakes per sochna chayi kay aisa kiun huwa hay aor pher ye bhi zehn ma rakhna chayi kay ab ye mistake dobara na ho aor ager pher aisa mistake ager ap nhi kertay tu pher ap kay lia ye bhot achi baat hay kay apnay apni mistake say kuch na kuch seekha hay aor os say related sari mistakes say bhi bachnay ki koshish kerni chayi.
          • #6 Collapse

            agr humen koi trade se loss hojata hai and uss loss se hum logo ko apni mistakes ka pata chalta hai ke hum ne kaha pe mistakes ki hain to bulkul hum keh sakte hain uss lose ki waja se hum aagey apni mistakes pe recover krke kaam kr skte hain and koshish ye hogi ke next time jab trade kren to uska faida ho and same mistake ko duabra repeat na kren to jo loss humen hui to uska ap as a good way mein le sakte hain for sure.
            • #7 Collapse

              Loss hona bhat bura hota hai or lagta b hai q ka hamari investment dhob jati hai forex main thek hai loss hota hai koi nahi esa jesa kabi loss na hoa ho magar agar ek hi waja se var var nuksan ho t ye achi baat nahi agar ham loss se sekga nahi to phr matlab hamain trading ka knowledge nahi hai jo hamian study krna chahye.
              • #8 Collapse

                • #9 Collapse

                  Re: The lose from which you learn is good or bad??

                  agar hum apny he loss say sabaq seekhain gay to esi main he humay faida hota hay es liye humay chahiye keh esmain mehnat karen kyun keh mehant kar kay he humari trade achi ho sakti hay es business main money managemnet bhi karni chahiye kyun keh money management kar kay he achi trading ki ja sakti hay esmain time ziada daina chahiye
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: The lose from which you learn is good or bad??

                    Ji belkul hamain forex mien jab kaam kerna hota h aur hamain as mien jab loss hota hi tu hamain us loss say seekhna hota h agar ham us loss sy seekh lete hien aur dobara us ko repeat na kerte hien to ye bhoot hi achi baat h as lyee hamain apni galti sy seekhna chhaye aur hamain un per repeating na kerna chahye.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: The lose from which you learn is good or bad??

                      forex me loss har koyi krta hye jo log as losses se sekhte han wo he as bussines me phr se kamyab hote han forex ka sub se big tearcher he loss hey as ko mind me jaga nahi dene chahye ye khena chahye ke ye mistake he thi js se loss hova hye phr ye mistake nai krne phr se apne mistake pr jo log qabo krte han wo kamyab hote han

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X