Who is the stronger USA or EURO ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Jhantak mara kowledge ha to us kay motabik kyonkay USD aik international currency ha or tamam world ka karobar is mainhe hota ha is leya ya EURO key nisbt zayada strong ha .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      pichlay saal jab mein trading ker rahi thi to euro ki market value bht high thi yeh pakistani currency k mutabik uski value 250 rupees k barabar thi but bab 113 ho gai hai yaqeenan pehly k mukably mein iska rate bht gir gya hai
      • #93 Collapse

        ji haa bill kull aap iss seey mustafeed hoo sakteey hai trading kerneey keey lihaaz seey aap keey pass jitna knowledge aur experience hoota heey aap ussi hisaab seey trading kertaay heey forex keey bareey meey knowledge and experience liyee begair trades nahi lagani chahyee jeb tek uss keey bareey meey knowledge naa ho uss ko ser injaam nahi dainaa chahyee
        • #94 Collapse

          maybe like we learn in school , we must be disciplined so that we may become smart and successful. the arrival of trading discipline originated from stable emotions ..without stable emotions
          • #95 Collapse

            people who believe in the indi it's just people who have not experienced failure in trading. MC lot of people because of using indi that is in use. with such experience, will definitely want to think again if indi just recorder market only. indeed there are some success using indi andalanya, but it was very little
            • #96 Collapse

              my dear meri rai mein aksar traders ki rai mein or meri rai mein b sab se best or safe currency us$ ko mana jata hai abhi tak isi wajah se yehi poori dunya mein ziada use hota hai but anaey waley time mein kon c currency ziada safe ho gi yeh time hi bataye ga
              • #97 Collapse

                dear wesy to dono he currencies is time economicaly weak hen lekin agr farq dekha jay to ero zyada week hai kuon k euro zone aek bahut bara financial area hai aur kahen bhi financial crises hony ki surat men euro weak ho sakta hai jab k us ko fomc control kr raha hota hai is liye wo abhi khud dollar ko stroong rakhna chahty hen lehaza dollar zyada strong hai lekin umeed hai euro bhi bahut jald strong ho jay ga
                • #98 Collapse

                  Bhai g forex trading mai ye pair move kerty rhta ht lakin ye khna muskil ho jae ga k konsa pair her time strong raha ga lakin ye daily ke movent ke bad hum is ke bare mai bta sakty hy
                  • #99 Collapse

                    is main jis main humain practice ho gi to humain us main kam karny main achi earning hasil ho sakti hay humain market mainin pairs ko use kar kay kam karna ho ga k loss km ho
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #100 Collapse

                      forex trading main sab say ziada trading main usd use hota hay aur esi par trading hoti hay ziada so agar hum esko theak say analysis kar kay trade karen gay to market main bohat aha earn kar sakty hay
                      • #101 Collapse

                        usa ki currency usd index pori maretk ku hilla k rekh daiti ha jis say traders ku profit and loss gain hota ha. euro itni stornger nae ha usd k muqablay man usd buhut power rekhti ha
                        • #102 Collapse

                          Now a days tou euro currency hi strong ja rehi hai aur USD weak hota ja raha hai but overall tou USD price main euro sy zyada hai but agar ap forex market main trading ker rehy hain tou aik tou apka account hi dollar currency per banta hai aur dosra tamam currencies main dollar ky sath comparison ker ky trading ki jati hai
                          • #103 Collapse

                            hamain jis piar main trade karni hoti hai is k bary main experience hasil karna ho ga tab hi hum run karein gay aur market main greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main koi mushkil na ho saky
                            • #104 Collapse

                              Re: Who is the stronger USA or EURO ?

                              hamain market main pair ki currency ko learn ka rk hi hum achy say trade ka rk i hum sucss ho sakty hain aur hamain si forex main pahly learning kar k hi hum achy say trade kar k h ihum run kar skaty hain aur hamain market main is k bary main profit hasil kar k hi hum sucss ho sakty han
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Re: Who is the stronger USA or EURO ?

                                Dear forex market main usa ki currency boht strong hay aur is kay strong honay ki waja yeah hay kay USA ki economy boht achi aur yeah apnay wo tamam factor ko time say remove ker letay hain. jis say un ki economy strong hi rehti hay aur dollar forex market main king hay. aur dollar hi pori dunia main international currency kehlati hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X