Kia ap stop loss lagane k favour mai hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia ap stop loss lagane k favour mai hai
    Stop loss lagane k favour mai ziyada tar log hongay q k stop loss apko bri losses say bachati hai aor apke account ko ik tarha ka protection daite hai on time tu apko kuch loss honaega lekan bari loss say ap safe rahoge es leye jo be experts traders hai wo stop loss lagane k favour mai hotay hai k esko zaror lagana chaheye
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    brother jahaan tak mera khayaal hay to stop loss zaroor lagaaya jaaye kiun kay ager market aap kay against move kerti hay yaani achaanak movement hoti hay to yeh aaap ka account wash honay say bacha leta hay
    • #3 Collapse

      Han me stop loss lagane ki favour me houn is liey k jab ham trade laga k kahen chaley jatey hain to us wqt agr trade loss me bhi chali jaey to stop loss honey ki waja se ziada loss ni ho ga issi tarah take profit bhi adjust kerna chahiey ta k jese he trade take profit ki limit ko touch kre apko profit mil jaey. Is liey koi bhi trade lagatey wqt ye dono chezen lazmi set kerni chahiey.
      • #4 Collapse

        Dear aap ki baat bukal thek hay forex trading main stop lose ko bhot ehmiyat hasil hay aap jab be kohi trade open kartay hain tu markit ka analysis kar k stop lose adject keya jata hay stop lose ka sab sa bara fahada ya hay ager ap ki trade lose main be chali ja hay tu stop lose ki waja sa aap ko bara nuqsan nahi hota hay lakan baaz trader stop lose use nahi kartay hain kyun k markit up and down dono taraf move karti hay iss laya jab trader lose main ho tu wait kartay hain j trade reverse ho gi aur lose khatam ho ja hay ga aksar iss waja sa hum apna account wash karwa bathatay hain iss laya stop lose bhot zarrori hay forex trading main
        • #5 Collapse

          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko apni trade pa stop loss lagana zarori hoga esleya hum ko chaheya ka hum stop loss zarori lagaya ager hum ko trading karni ha es leya hum ko stop loss be lagana hoge to per hum ko achi earning hoge.............
          • #6 Collapse

            G han ap ki bat bilkul theek hay aur main ap.ki bat se agree karti hun k hum jab bhi koi trade lgain tou us se pehly humain stop loss lazmi lgana cahiay kiu k us se humari trde aur humara account dono save ho jate hain aur humara account wash hone se bach jata hay isi wajha se boht se log stop loss ka istmal lazmi karte hain take save trade kar sakain aur account bhi wash hone se mehfoz rahe
            • #7 Collapse

              G han ap ne bilkul theek kaha k hum jab bhi koi trade open kartehain tou humain us se pehly stop loss lazmi lgana cahiay take hum save trade kar sakin boht se trder aese bhi hain jo k stop loss nai lagate jis wajha se aksar apni account bhi wash jar dete hain jab k.humain stop loss lazmi lgan cahiay take account aur trade dono save rahe
              • #8 Collapse

                According to my points of view stop loss options is the most secure and reliable service .which secure our account and secure our trading passion so we must should have to apply for our all trades
                • #9 Collapse

                  yes dear friend mai tu always stop loss ka use karta hun iss k bgair ham forex mai success ho he nahi sakty kisi bhi qimat par issleay stop los lazmi use karna chahieay kun k iss say app ka account wash hony say bach jata hai jiss say app dosry belence say app trade kar k phir say recovery trade laga kar apna loss recover kar sakty hain iss leay app ko lazmi stop loss ka istmal karna chahiay.
                  • #10 Collapse

                    Forex trading business mein stop lose aik aysa option hy js ki buht ziada ehmyeet hy kiok agr stop lose ko laga kar trading kartay han tu hum ziada loss se bach saktay han aur account wash nhi hota aur market mein maajood reh kar hum apne loss ko cover kar saktay han aur buht se trader stop lose ko use nhi kartay js ki waja se un ka account wash ho jata hy agr ziada loss se bachna hy tu stop lose lazmi laga kar trading karain
                    • #11 Collapse

                      bilkul mein iski hundred percent fever mein hun aur mein chahta hun keh hamen always stop loss ko use karna chahiye becaues yeh bohot hi zabardast aur power full tool he aur is tool ki madad se hum forex mein utna hi loss kartey hein jitna keh hum efford kar saktey hain.
                      https://t.me/pump_upp
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        jab main nay is business ko join kiya tab main nay start main achi profit earn kiya.mager us profit ko withdraw nahi kerwaya.uskay baad mujay apni 1 trade main loss hona shoro ho gaya.or mian nay stop loss ka use bi nahi kiya tha.jis ki waja say dakhty ho dakhty mera pora account hi wash ho gaya.tab say lay ker ajj tak main apni har trade main stop loss ka use zaror kerta hoon.stop loss ki madad say main is business main baray loss say bach jata hoon.or jo loss mujay howa hota ha.main usko asani kay saat apni next trade main pora bi ker leta hoon.stop loss trading main buhat aham kerdar ada kerta ha..

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X