Forex mein experiance aur mind ka coordination hona chahyea

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein experiance aur mind ka coordination hona chahyea
    Forex mein jab hum kisi pair mein trade open karna chahtay hain tou humara mind humain kehta hai kay market ab trend per hi movement karay gi lakin experiance keh raha hota hai kay market reverse bhi bari tezzi sae move kar sakti hai iss ly3 jab donoun ka coordination kar kay market ki direction ka pata lagain gay tou yehi best analysis hotay hain jo aap ki trade ko profit mein lae kar jatay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bilkul theek bat hy dear ap ki waqi market tu hamy roz hi trade ka chance dyti hy or her ghaty bad dyti hy per yi hm per hota hy ky hmy kab market ki us trade ka faida hona chhaiya jab hamara analysis bi yahi keh raha ho ky ap trend change ho raha hy technical analysis bi or sath sath fundamntl analysis bi tu tab ao ko tarde laga ky apny saber ko azmana chhaiya.
    • #3 Collapse

      Hamesha trade kerty waqt mind aur experience ka co ordination hona bohat zarori hai. Without co ordination koi bhi trade ni kerni chahiey. Ap jab bhi kisi khashmakash me trade lagaen ge to apne aap ko tention dene wali baat hai jis se ap confusion ka shikar rahen ge aur apko loss bhi ho sakta hai. Is liey hamesha co ordination k sath trade kerni chahiey ta k result acha miley.
      • #4 Collapse

        g bhai forex main experience or mind ka cordination hona chahiye dekhain jitna bhi experience ho insaan ko ager insaan dimaagh say soch samajh ker decision nahin leta to uss experience k koi faida nahin hay uss ko
        • #5 Collapse

          Forex trading mein experiance ki bahut zayada aehmiat hoti hai aur agar aap iss mein apnay experiance ko gain kar jatay hain tou iss sae aap ka confidence bhi barh jaye ga aur yeh aap ko trading mein iss tarah faida dae ga kay aap jab trade laganay lagain gay tou aap kay exoeriance aur mind ka cordination ban jaye ga jis sae aap ko trading mein koi mushkil nahin ho gi
          • #6 Collapse

            Forex trading main apko apney dil ki nai sunni apney mind ki apney dimag say faisla karna hai apko kis time per tarde enter karni hai yeh depend karta hai ap per aor bohat matter karta ha trade entry ka time.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein experiance aur mind ka coordination hona chahyea

              forex mai hamy acha experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain hum isy apan life time career be bana sakty hain

              اب آن لائن

              Working...
              X