aap ko omend nahi chodni chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aap ko omend nahi chodni chaye
    bhai yah business to asa he hai is man bohat trader long time sy loss kr rhy hain phir bhi trading nahi chord rhy isi omend sy k woh bhi ak din kamyab Ho jain gy yah ak achi bat hai agir hum hamat sy kam krty hain to agir ziada knowledge na bhi Ho is business ka jb bhi hum apni Mahmat sy yah business sekh skty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G Bhai ham janty Han keh forex mein loss bhi ho sakta hai aur profit bhi ho sakta hai jub Han ko profit hota hai to ham bahot khush hoty Han aur motivate ho Kar work karty Han but Jasa loss ho jata hai to Han pershan ho jaty Han aur umeed chor daity Han to asa NI karna chahya aur ham.ko muqabla karna chahya..
    • #3 Collapse

      Bhai apki baat 100% teek hay kiun kay omeed par hi duniya qa'am hay aor humay kabhi bhi mayoos nhi huna chahi aor mehnat karni chayi kiun Allah Pak humaray saat han aor Wo mehnat karnay walo ko passand Farmatay han baqi jo humay loss huta hy wo tu humari apni hi ghaltiun ki waja sa huta hy laiken is ka ye matlb nhi kay hum forex trading ko hi chor dyn bulkay humay apni ghaltiun say seekhna chayi ta kay dobara na hun aor humay profit hasil hu sakay.
      • #4 Collapse

        G han jnb aap nain bilkul sahi kaha insane shuru main loss kar kar k hi seekh ta hai aur seekhnain ka bhtran zariya bhi loss hain aisa nan ho loss ho jaye aur aap dil baar jayen Ayr trading ko chor dain to main aapko batata chalon k umeed kabhi bhi nan chorain...
        • #5 Collapse

          Yes dear Hume Forex trading Mein Umeed nahi aani chahiye Hame Hamesha se Umeed Rakhna chahiye aur Hamein Har month Pakistan Forex forum ki site visit karne ka Apne instaforex ke bonus account Par Accha bonus Milta Hai.
          Aap ko ek baat Pata hona chahiye Ke Jab aap forex market Mein Apne analysis Karte Hain To aap long term ke liye analysis Karte Hain.
          Agar aap se by mistake aapka account wash Hogi jata hai to aap ko pata hona chahiye ke Jab aapka account watch hoga to aapko next month are achha bonus Mil Jayega
          • #6 Collapse

            g han sir i agree with your statment that haum ko umeed nai chorni chahiye kyun ke nafa aur nuqsan har karobar ka hisa hota hai ager hum ko nuqsan nai ho ga to hum ko profit ki ahmiyat ka pata nai chale ga aur ager hum ko nuqsan hota hai to hum ko umeed nai harni chahiye aur try again at last u will be succeessfull.
            • #7 Collapse

              bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa loss ho ta ha to per hum ko aymed nhi chorni chaheya q ka ager hum aymed ko chore data ha to per hum ko loss ka elawa kuch nhi ho sakta ha esleya hum ko chaheya ka hum apna aymeet ko kayam rakaa or next again hard work karna start karda to hamara leya best rahaa ga.............
              • #8 Collapse

                Re: aap ko omend nahi chodni chaye

                hum forex main agr kam karty hain to is main hope full ho kar kam karna ho ga kun kay agr is main loss hota hay to humain is main prifut b hasil ho sakta hay so humain active ho kar kam karna ho ga jis say trade main stay karna humary liye asan ho sakta hay so humain umeed ko kabhi nai totny dyna chaiye hard work karna cahiye
                • #9 Collapse

                  Re: aap ko omend nahi chodni chaye

                  sahi keh rahy ho ap . humain koi policy follow karna chahye aur umeed nh chorna chahye warna kabhi b kamyab nh hun ge
                  • #10 Collapse

                    Re: aap ko omend nahi chodni chaye

                    hamy ache ummed rahk ky forex mai kam karna chahey forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai live sada urdu mai trading be kar sakty hain hum is mi raat mai din mai kese be wakt kam kar sakty hain hamy is mai weekly target bana kar kam karna chahey is mai hamara koi boss nahi hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      Re: aap ko omend nahi chodni chaye

                      Forex trading ka har cheez umeed per qaim hay. aur forex main to trader kay pas ager hope nahi ho gi to jis trah say forex trading main trader kay sath hota hay koe dobara trading hi na keray. traders kay dil main hope hoti hay to wo loss ka bawajood bhi trading kertay rehtay hain aur at the end wo kamyab ho ker hi dekhatay hain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: aap ko omend nahi chodni chaye

                        Assalamualaikum ji hai bhai jaan aap Nagarcoil thik hai kaha hai main sirf Itna Kehna Chahoonga ke Agar Hum Jab trading Karte Hain To Hame chahiye Ke Hum bohat umeed karen kaamyab hone ka kyon Agar Hum mehnat Karte Hain To uska phaal tou zarur milega thanks

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X