stress main a ker trading ko kerna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stress main a ker trading ko kerna
    buhat say trader asay hai.kay jin ko ager apni trading main loss ho jata ha.to wo buhat stress main a jaty hai.or usi stress ki waja say wo apni trading main or bhat sa loss ker bathty hai,mera sabhi un traders ko ya mashwars ha.kab jab wo trading kay doran stress main ayin to unko apni trading ko kerna rook dena chaiya or apnay mind ko fresh ker kay again apni trading ko start kerna chaiya.ap sabhi is baray main kaya ray dena pasand karain gy..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ge bhai bilkul thiq kaha aap ny forex trading me jo achy waqt ka intzar nahi kar sakta aur stressed ho ya lalach kary wo kabhi profit nahi bana sakta stress hamesha lose karwata hay mera bhi sab bhaion ko mashwara hay forex par trading hamesha tahamal say karen InshaAllah fayeda ho ga.
    • #3 Collapse

      Jesy jesy forex market main kisi open trade main hamara loss berhta jata hai tou sath sath stress bhi increase hoti jati hai lekin Agar profit hasil hona shuru ho jaey tou same stress decrease hona shuru ho jati hai tou koshish kerni chahiay ky trade aesy time per lagain ky market main open trade zyada time of liay profit main hi rehy
      • #4 Collapse

        Brothers stress main a kr kabhe bhe trading nea krni chaya trading hamasha fresh mind sa kran stress main agr ap trade kran ga tu lose ka chances bahut ziada hota han us lya ap ko chaya ka stress ko dor rakhen aur fresh mind ka sath trade kran
        • #5 Collapse

          ASLAMUALEKUM bhai ap theek kah rahe hain stress main trading bohat nuqsaan de hai aur ap jitne faisla strees main karen ga ap ko baad main un py he pachtana pare ga iss lea hamesha strees free ho ke trade karen
          • #6 Collapse

            Dear frend hm stres mai os waqt aty hai jab hmy loss hota haia kun k hm ny bhot mehnat sy bouns hasil kiya hova hota hai or jab hmara loss hota hai to hmy tentions ho jati hai laken os ka aik he hall hai jab ap ko bhot zayada stres ho to ap kuch tym k loye treaad ko closs kar dy koibtread open na kary or jab normal ho jaue to os k bad apna kam start kar dy yahe aik tareqa hai jis sy ap loss sy bach sakty hai.
            • #7 Collapse

              G Bhai apki bat Sahi hai ham ko aksar loss ho jata hai to ham bahot pershan ho jaty Han aur stress mein AA jaty Han to ham ko chahya keh stress mein AA kar ham ko trade NI karni chahya aur relax ho Kar phr start karni chahya ku kwh stress mein ham apna aur loss Kar jaty Han..
              • #8 Collapse

                G han jnb kabhi bhi stress main trading nan karain q k is main aap ko profit ni ho GI balkay aapko loss ho ga Ayr aap ki trade phans jayen gay his ki wajah say aap achi trade ka mouqa ganwa do gay Jo k bht nuqsan deh hai trading main..
                • #9 Collapse

                  Bhai apki bt bht achi hai k stress ma aa kr insan hmehsa loss leta hai jb usy loss hota hai to wo chjata hai k ak hr aj recovery ho lkn market ki wjah sy usy loss hota tlrehta hai to apko chaiu k agr loss ho to hosla rkhy next day ka wait kry
                  • #10 Collapse

                    Assalamualykum dear jab koi insan stress main hota hy yo usy us waqt koi be kam ni karna cahiey aur forex trading to bilkul be ni karni cahiey kun k ap sab janty hyn k forex ayk buht he thoug bussines hy aur jab hum log Fresh ho kar trading karty hyn to us waqt hamary desioun wrong ho jaty hyn to agr ayk banda mentally relx ni ho ga stree main ho ga to ap khud samjh sakty hyn k yeh us k liey kitna loss ho sakta hy.
                    • #11 Collapse

                      yes dear ap ki baat theek ha stress me akar trading nehi karni chahiey balkay ap ko cool mind rehna chahiey or forex me loss to expert traders ko b ho jata ha dear stress se buchnay kay liey ap rules banaey or un rukes ko follow karay market ki har condition me mistake nehi ho gi jub ap kay samnay rules ho gay kay mujy money management kay sath trading karni ha emotions or patience ko aik side rakhna ha or zada targit set nehi karna jis se stress feel ho pora karnay me
                      • #12 Collapse

                        Re: stress main a ker trading ko kerna

                        forex mai hamy ache learning hasial kar ky fresh mind ho ky stress ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex mai hum part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hain yai aik international or real business hain is mai hamaar koi boss nahi hota
                        • #13 Collapse

                          Re: stress main a ker trading ko kerna

                          forex mai hamy stress sy dor rah kar kam karna chahey hamy ache learning hasial kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex mai hum out off cost account bana kar be kam kar sakty hain lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga lakin is mai market ka koi qasur nahi hota
                          • #14 Collapse

                            Re: stress main a ker trading ko kerna

                            agar hamy kise bat ka stress hain or trading karny lag jy to hum kam sahe sy nahi kar saky gy or hamy loss ho jy ga or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy fresh mind ho ky trading karne chahey forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be ban sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: stress main a ker trading ko kerna

                              forex mai hamy kabe be stress mai aa kar trading nahi karne chahey q ky hamy loss ho sakta hain hum kam sahe sy nahi kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar acha bonus earn kar sakty hain forex aik real business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X